Ek pathan ka school main
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 1054 views
Similar Jokes
Mosquitoes Have Been Biting Sardar For The Whole Night
He Got Irritated
Stood Up Drank Poison And Said…
Ab Kaato Saalo, Sab Maro Gay!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: “Air Hostess!”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bacha Bench Per Betha
Ek K Baad Ek Toffee Kha Raha Tha
Ek Admi Ne Dekha
To Bola:
Jo Log Ziada Meetha Khate Hain
Un Ka Jaldi Iniqal Ho Jata Hai
Bacha:
Mere Dada Ki Umar 106 Saal Thi
Admi:
Wo Meetha Kam Khate Honge?
Hai Na
Bahca:
Nahi
Wo Apne Kam Se Kam Rakhte The
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl:
Main Fail Hona Chahti Hon
Frnd:
Kyun?
Girl:
Ammi Ne Kaha Ha K
1st I To Science Dilwaengi
2nd I To Arts
Or
Fail Hoi To Shadi Kara Dungi… ;->
(Main Fail Hona Chahti Hon )
by Pak101.com (few years ago!)
1 charsi buji hue Ciagrate pee raha tha
1 admi ne bola ye kaise p rahe ho Dhuwan to nikal nai rha
charsi bola: Pagal cigrate CNG pe hai….. :-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati:-mani abhi saree ka fanda banakar faansi laga loonga.
Patni:-kya gajab karte ho,nai saree ha
by Pak101.com (few years ago!)
Student in hostel: Yaar! Dhoka hogaya mere Saath.
Dost: Kia hua?
Student: Maine ghar se books k liye paisay mungwaye thay.
Unhonay books hi bhejdi hain. :-(
by Pak101.com (few years ago!)
Q:- what do u get when u cross a librarian and a lawyer? A:- "All the information you want, except you can't understand it."
by khalid hussain (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Pak101.com (few years ago!)