Teri galiyon mein ghumenge
Teri galiyon mein ghumenge hum jaan-jaan ke,
Hume pata hai ki tune Thane mein report likhvai hui
hai,
Jaa ke puch le us Thanedaar se,
Humne uski bhi ladki fasai hui hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 973 views
Similar Jokes
Molvi 22 bachon aur bv k sath dost k ghar dawat pe gia
dost bari faimly dekh kar bola:haya nai aai?
Molvi:nai us k papar ho rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
When Some1 Touches U and U Don't Feel it, It's Ignorance.
When Some1 Touches U and U feel it, It's Love.
When Nobody Touches U and U Still Feel it, Bhag le beta "BHOOT" hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kanwaari Larki, Pehli Baar Ek Larkay Se Akele Main Mili....
.
.
.
.
.
.
.
Baqiya Hissa Ramzan k Baad. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Papu aur PAPA ek Hotel me gye..
.
.
Papa: Waiter,
.
1 Beer aur 1 Ice-Cream lao..
.
.
.
PAPU: Ice-Cream kyu papa?
.
Aap bhi Beer pijiye na.
by Pak101.com (few years ago!)
Mamu -Bhai, apnay ko char mahinay mein tamil sikhna padega. Kuch upay batao.
Munna bhai -Tamil kyun, aur char mahinay ka kya chakkar hai?
Mamu -Meinay ek tamil baccha adopt kiya hai, aur woh char mahinay mein bolne lagay ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Itni shiddat se maine larki patane ki kosish ki hai,
K her amma nai mujhy apni beti ka haath na dene ke saazish ke hai
Kehte hain aggar tum sache dil se larki patana chaho
Tou pori kayenat tumhare liye larki patane mein lag jati hai
Ye larki kay chakar bhi apni hindi films
ki tarah hote hain
End mai sub theek ho hi jata hai,
Aur agar sub thek na ho tou chakar khatam nhi hota
Kyn k uski choti behn abhi baqi hai mere dost…
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 LADY APNE BOY FRND K SAATH GHUM RHI THI
,
ITNE ME USKA HUSBND AGYA OR USKE Boy Frnd
KO
PITNE LGA.
.
LADY-MAR SALE KO,APNI BIWI GHUMATE NAI
,
DUSRE KI BWI KO GHUMANE LE ATE H.
.
(fir boyfrnd ko josh aya gya or wo husbnd ko mrne
lga)
lady-mar sale ko,na khud ghumane le jata h na kisi
or ko
ghumane deta he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Joota chupai ki rasm k wqt dulhay ki 1 sali ne kaha:main to 1100 loongi.
2nd sali boli mai to 2100 loongi.
peche se 1 pathan bola: 2310 lelo, us main FM Bhi haI
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ne Jalte Hue Makan Se 6 Logo Ko Apni Jaan
Pe Khelkar Bahar Nikala Fir Bhi Usko Jail Ho Gayi
Kyun.... Kyun..Ki Vo Sab Firebrigade Wale Thay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, “Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.”
by Pak101.com (few years ago!)