Pathan Bike chala raha tha
Pathan Bike chala raha tha
Pathan PRAD0 wale se:
Kabi Bike dekha hy?
PRAD0 wala: mJa apna kaam kr
Pathan phr PRAD0 k brabar aya or bola: Kabi Bike
dekha hy?
PRADO wala:
Pagal hy kya meri 40 lakh ki gari or muje Bike se
jala raha hy!
Kuch dair baad PRADO wale ne dekha Bike udhar
pari hy or pathan kahin para hy
PRADO wala: Ye kya hua?
Pathan: Kabi bike dekha hy?
PRADO wala ghusse se bola:
Han dekhi hy bol ab?
Pathan:
Iska BREAK kidhar hota hy?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1043 views
Similar Jokes
2 Srdar Jungle Me The
Samne Sher Aya
1 Sher Ki Ankh Me Mitti Dalke
Bhagte Hue Chilaya:
Abe Bagh
2nd:Mai Kyu Bhagu?
Mitti Tune Dali Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter
ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di
k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa verma: marte hue aadmi ko kya dena chahiye?
Banta sharma: Birla white.
anta verma: kyu?
Banta: kyuki is cement me jaan hoti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo
aurat: kesay?
Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho!
Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"
by Mohammad Ali (few years ago!)
girl TO pathan;tum din mein kitni bar shave kartey hu?
pathan;din mein 70 ,80 baar...
GIRL:tum pagal hu?
PATHAN:kocha!hum nai hain....
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pathan Kafi Dar Se Apna
“NIKAH NAMA” Dekh Rha Tha
Wife Ne Tang Aa Ker Pocha..
Kia Dekh Rahe Ho??
Pathan Boola.. “EXPIRY DATE”
Dhoond Raha Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Tum Bahaduri Wala Konsa Kaam Kar Sakte
Ho?
Pathan: Mein Saanp Ke Saath Khel Sakta Hoon...
Admi: Woh Kaise??
Pathan: Hamare Mobile Mein Snake Wala Game Jo
Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se
pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei…. :-
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Teacher: Tumhaare Aur Suman Ka Answers Ek Jaisa Hai. Woh Kaise?
Funny Sudhir: Kyunki Question Ek Hi Tha Na Teacher
by Pak101.com (few years ago!)