Allah K naam par khana dedo
Faqir: Baji bhoka hun Allah K naam par khana de
do
Baji: Khana abhi nahi paka
Faqir: Baji FaceBook pe BABA NIAZ k naam se hun,
pak jaye to wall pe update kr dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 765 views
Similar Jokes
“Aj Ky Bachay”
Camera Man Studio Mei Chotay Bachay Se:
Meri Traf Deko Beta Es Camere Se Kabootar Niklega
Bacha:
Focus Adjust Kar Beta Jahalat Ki Batain Na Kar
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Kabutar Pathan Ko Tang Kar Raha Tha,
Pathan Ne Usy Pakar Liya Or Usy MAarne Ka
Faisla Kar Liya, Wo Usy Chhath Pe Ly Gaya
Or
-
-
-
-
Wahan Se Neche Phaink Diya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Patient: Doctor, kya aapko pakka yakeen hai ke mujhe cancer hua hai. kyunki ek baar kisi patient ka cancer ka ilaaj chal raha tha aur patient TB se mar gaya.
Doctor: Ghabraao nahi… agar main ilaaz karunga to tum sirf cancer se hi maroge…
by Pak101.com (few years ago!)
SHADI SE PEHLE
Boy: Aakhir wo din aae ga kb
Girl: tm muje chor to nhi doge
Boy: no way esa sochna b mat
Girl: Roz shoping kraogy
Boy: Q Nhi, Bahot Sari
Girl: tmhari zindgi me koi or to nhi?
Boy: no yar
Girl: do u love me.
Boy: yes dear.
Girl: oh dear!
SHADI K BAAD -
Ab zra ye sms neechey se ooper
prhen..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
apan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Bilawal na pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Pak101.com (few years ago!)
santa fouj me bharti hua....
2 Din bad jung shru ho gaiii.....
santa ki topi per goli lagi....
santa ne hathyaar phenk diye
aur chup kar bola .. " Aqalmand ke liye ishara kafi
hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Zindagi mein bahut si aisi choti choti
cheezein hain jo bahut bada dard de jati hain
Banta: Wo kaise?
Santa: agar yakin na ho to alpin per baith kar
dekh.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Bacha Ab Chalne Laga He
husband: kab Se?
wife: 8 din Se
Husband: Are tum Ab bata Rahi Ho? wo Toh Kaafi Dur Nikal chuka Hoga
by Pak101.com (few years ago!)