2 ghantay aatay ki line main
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek
aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli
marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas
aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne
pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab
diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1036 views
Similar Jokes
Sardar:
Aoo race lagatay hain ...jo hara woh aik hazaar
rupay dega ...
Pathan:
theek hai ...par mujhey raasta nahin maloom ...:S
Sardar:
Bus tum meray pechay peechay rhena ...
Pathan:
Thankz yaar ...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by itrat batool (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hoi per us ki lash muskuratay hoay mili baghwan ne pocha aisa kiun? to sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya ae”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sharabi Bar Se Daaru Pee Kar Bahar Nikla To Use Ek Pandit Mila.
Sharabi Ne Pandit Se Puchha: “Tum Kaun Ho?”
Pandit Bola: “Mein Sadhu Hun, Bhagwan Ki Pooja Karta Hun.”
Sharabi Haste Hue Bola: “Arey
To Main Hi Bhagwan Hun”
Pandit Hairan Hua Aur Bola: “Achha, To Sabit Karke Dikha”
Sharabi Use Apne Sath Bar Mein Le Gaya.
Jaise Hi Dono Andar Guse, Sharabi Ko Dekh Kar Bartender Bola
Bartender: “Hey Bhagwan, Tum Fir Aa Gaye.”
Sharabi Muskurate Hue Pandit Se Bola: “Dekhaa?“
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu-What is my Exam register no.?
Teacher: lts 07MKM4382.
Pappu-I paid Rs.2000 for Exam, Plz give me a
FANCY NUMBER.
Teacher:?@!%*!!
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon Aur Meri Tamam Cheezai'n Tumhari Ho Jaye'n.
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer'..
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardarji is trying to commit suicide on the railway:
Apne saath wine and chicken bhi leke jata hain.
Koi usko rokta hai or poochta hai “Kyon bhai,
ye sab kyon leke baithe ho?”
Sardarji keheta hai,
“Sala train late aati hai kahin bhook se na mar jaun”.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:- Yaar ye Auratein Sharab Se Nafrat Q
karti hai
Banta:- Q k sharab Pine k bhad
Chuhe Jaisa Pati b Sher Ban jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Suno jab apna chashma utaarte ho, toh bahut handsome dikte ho….
Husband: Haan darling, jab main chashma utaarta hoo, tab tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho…
by Pak101.com (few years ago!)