3 PaGal 1 Bed Pe
3 PaGal 1 Bed Pe So Rahy thy
TeeNo ko Jaga Tang Ho Rahi Thi
1 PaGal Bed se Utar K Neechay So Gya
2nd: Oye Ab Jaga khuli hogai hai oper Aja
by Mazhar Khan (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay Four Wheel Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Mechanical Engineer Ki Wife Ko
Delivery Hui, Wife Ne Husband Ko
SMS Bheja, Aapka Spare Part Aa
Gaya Hai .
Husband Ne Reply Mai Poocha NUT
Hai Ya BOLT ..?
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Ek Din Santa Ke Ghar Mein Chor Aaya, Par Santa Ne Usko Dekh Liya To Chor Dar Ke Mare Bhag Gaya.
Santa Bhi Uske Piche Piche Bhagne Laga Aur Bhagte-Bhagte Chor Se Bhi Aage Nikal Gaya Aur Uski Taraf Dekh Ke Bola.
Santa: “Sale, Ek To Chori Uper Se Humse Race“
by Pak101.com (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by Umair Rahim (few years ago!)
Boy:Suit acha pehna he
Girl:Thnx
Boy:lipstik boht achi lagai he
Girl:Thnx
Boy:make up bhi boht acha kiya he
Girl:Thnx bhaiya”
Boy: Sohni fair v nai lagdi pai.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Truck dekh kar tum kaampte kyon ho?
Santa: Ek truck driver meri biwi lekar bhaag gaya tha, har baar lagta hai jaise usko vapas karne aya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
One day James Bond goes to buy a pan. The pan walla asks him 4 Rs. for the pan but James Bond gives him only 1.5 rs.
When paan waala asks him for the rest of the money, Bond replies…??
by khalid hussain (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or halwe may ksi ne bomb rkhna nhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Biwi :meri sharafat dekho mein ne tumhen baigair dekhe shadi kar li
Shohar:aur meri sharafat bi dekho me ne dekh kar bi inkar nai kia
by Sabir shah (few years ago!)
Husband Aur Wife Hotel Me Gaye Tabhi 1 Lady Ne
Hello Kiya,
Wife- Koun Thi Wo?
Hus-Tum Dimag Kharab Mat Karo, Main Pehle Hi Pareshan Hu Ki Woh Bhi Yehi Puchegi.
by Mohammad Ali (few years ago!)