Larki K Hath Ma Barkat Hoti Hai
Kehty Hain Larki K Hath Ma
Barkat Hoti Hai,
Bilkul Sahe
Q
K
2 Inch Ki CheeZ Hath Ma Do To 6 inch Ki Kr Deti Hai,
laga pogo
by Mazhar Khan (few years ago!) / 975 views
Similar Jokes
Sardar:
Aoo race lagatay hain ...jo hara woh aik hazaar
rupay dega ...
Pathan:
theek hai ...par mujhey raasta nahin maloom ...:S
Sardar:
Bus tum meray pechay peechay rhena ...
Pathan:
Thankz yaar ...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
First lady: Mera kid bohot fast english bolta hai.
Second lady: Beta bolke dikha.
Funny Kid: english english english english english...
by Pak101.com (few years ago!)
Aik daffa bas main cricket team ke kuch khalari safar kar rehy the or apas main lar jhagar rehy the. Aik buzargan ki waja se bohot guse main the jab in se raha na gya to uth kar bole. Allama Iqbal ne such hi kaha tha.
Utha ke phenk do gali main bahir
Nai tehzeeb ke annde hain gande
Aik khalari khara ho kar bola” baba jee Allama Iqbal ne ye us waqt kaha tha jab aap jawan the, hum to us waqt peda hi nahi hoye the.”
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu College Mein Ek Ladki Se Bola
Pappu: “Tum Nahati Nahi Ho Kya?”
Ladki: “Main To Roz Nahati Hoon, But Tumne Aisa Kyun Pucha?”
Pappu Huste Hue: “Kabhi Dekha Nahi Na Isliye Pucha“
by Pak101.com (few years ago!)
A Beautiful Girl enter the class room..
All boys got crazy for her..
They all stand in her way,, but after her reply they all had almost died..
What she said.. ?
Bhai sahab jagah dain..
Jhaaru lagana hai:p
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Qayamat k din zamin phat jayegi,
Aasmaan tukray tukray ho jayega,
Har cheez fana ho jayegi.
Pathan Student: To kya us din school ki chutti hogi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl: Ur Name..??
.
Boy: Black Lion..
.
Girl: Are you joking..??
.
Boy: No, it means Kalu Singh..
and Yours..??
.
Girl: soft Underwear..
.
Boy: Are you joking..??
.
Girl: No
it means Komal Chadda..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pakistani moli kha raha tha pas se angreez guzara us ka hath laga aur moli hath se gir gai.
Angreez:sorry
pakistani:sari chor me tujhe aadhi bi nai dun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ne medical store se dawa li aur
Store waly se kaha Cheeni bhi do
Storwala:Cheeni medical pe nahi milti
Santa main pagal nahi hun ispe likha hai Sugar free!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)