Japan mein 2 dost thy
'Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “j....'
by Mazhar Khan (few years ago!) / 985 views
Similar Jokes
Girl:meri birth day hai kia gift do ge?
Shaikh:kia chahye?
Girl:ring
shaikh:ring dounga par attand nai karna balance kam hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Pak101.com (few years ago!)
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Is TV Ki Kiya Qeemat Hai.?
Salesman: 1 Lakh..
Pathan: Q Is Me Kiya Khas Baat Hai.?
Salesman: Light Chali Jaye Gi to
Ye Automatic Off ho jayega..
Pathan: Kamal Ki Cheez Hai Yaar,
Is Ko Pack Ker Do :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ek Admi K Pass 3 Anday Thy..
Us Ny 2 Anday Kha Liye
1 Anda Q Nahi Khaya??
Pathan: Sir Ek Me Se
"Chooza" Nikal Aya Hoga.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan Bike Pe Ja rahe the
2 Pathan Bike Pe Ja rahe the.
Police walay ne rok k kaha:
Pata nai hy k Double swari Pe Pabandi hy.
Pathan: Pata Hy,is liye to isko wapis chorne ja raha hun
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: Eik Wari Me
chota jia hunda ce
ME Minar-e-Pakistan to dig gya ce,
2nd Sardar: Fir Mar Gya C k Bch Gya C?
Sardar: Menu Ki pata
Me te Chota Jya Hunda C
by tanveer hussain (few years ago!)
Pati: Khhana taiyar hai?
Patni: Thodi der aur
Pati: Thik hai mei bahar kha leta hu.
Patni: 5 minute ruko .
Pati: 5 minute mei taiyar ho jayega.
Patni: Nahi mei taiyar ho jatihu.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Girl Akeli Ja rahi thi
1 Boy Samne Se Aa Rha Tha
Dono Bilkul Pass Aa Gye
Lrka Chala Gya
Lrki Chali Gyi
Moral
Sab Ap Jese Kaminy Nhi Hote,"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dosti May To Log Apni Jaan Bhide Dete Hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
Lekin Apni Jaan Ka Number Nahi Dete..
by Pak101.com (few years ago!)