Hum 2 se 3 ho gae
Sardar:maan khush khabri hai.
Maan:bol beta kia khush khabri hai?
Sardar:maan hum 2 se 3 ho gae.
Maan:beta huwa ya beti
sardar:nai , meri bivi ne dusri shadi kar li hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 833 views
Similar Jokes
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko
Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Saccha dost wo hota hai,
.
Jo exam mein aap ke paas wali,
.
.
.
Window ke samne aake bole??
.
.
.
.
Abey kitna likhega ??
jaldi chal teri wali jaa rahi hai… :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: Shiekh sb Ap Apni Beti Ki Shadi Mjh Sy Kr Do Main Apko Uske Wazn k Brabr Sona Dunga
Sheikh: Mjhy Wqt Do
Boy: Sochny k Liye
Shekh: Nhi Beti Ka Wzn Brhane k Lye?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Mein tumhari jaan lai logi ko english mein translate karo
Bacha (Student): English chor haat to laga kai dikha moti :)
Teacher: :o
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Mujhe beemari hai.
Na khaaon to Bhook lagti hai.
Na Soun oto Neend aati hai.
Aur ziyada kam kar loon to thak jata hoon.
Doctor: Saari raat dhoop mein baitho theek ho jao gay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Pak101.com (few years ago!)
Air hostes to pathan in plane khan sahb ap kia lainge
pathan.
Me neeche uter kar rakshaw loonga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Joota chupai ki rasm K waqt dulhay ki ek sali ne kaha men to 1100 lungi,
2nd sali boli men to 2100 lungi,
peeche se ek PATHAN bola 2310 mango,
us mai FM B hy...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
U S A: Hamare DOG Football khelte hai?
.
.
.
.
JAPAN: Hamari FISH dance Karti hai?
.
.
.
.
.
CHINA: Hamare HATHI cycle chalate hai?
.
.
.
.
.
.
.
PAKISTANI: HAMARE GADHE DESH CHALATE h :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek nursery class ka bacha bola: Miss mai apko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet
Bacha apne side ke larky se bola: Daikha mai ne kaha tha na, Line marti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)