Me School nahi jaunga
Son:Me School nahi jaunga
Mom:kyu?
Son:Naukri krunga
Mom:4thClass padhkar kya Kam karoge?
Son:3rd class ki ladkiyo ko tution padaunga;-)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 977 views
Similar Jokes
Patient to Doctor: Doctor sahab kia mein operation key baad cricket khelney qabil ho jaoon ga?
Doctor: Bilkul
Patient: Wah ji wah, mein pehley kabhi naheen khela
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ki Dukan Pe Likha Tha:
“Udhaar Sirf Assi Se Nabbe Saal Ki Umar Ke Logon Ko Diya Jayega, Woh Bhi Unn Ke Maa Baap Se Pooch Kar“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Ne Class Mein Bholu Se Pucha
Teacher: “Batao Ladkiya Dupatta Kyun Pahnti Hai?”
Bholu: “Teacher, Scientific Reason Hai”Teacher: “Kaise”
Pappu: “Kyunki Science Bhi Is Baat Ko Manti Hai Ki Khane Peene Ki Cheezo Ko Dhak Kar Rakhna Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Bivi Judge Se Mujhe Apne Husband Se Talaq Chaye Ha .
Judge Lkn Kyon ?
Bivi Ma Jo Bi Pakaow Mera Husband Zid Karta Hai Ma Bi Wohi Khow...:-P;->
by tanveer hussain (few years ago!)
Son: Mom,Papa bahut sharif he
Mom: Wo kaise beta
Son: Papa jab bhi kisi ladkiko dekhte he to apni ek aankh bandh kar lete he
by Pak101.com (few years ago!)
Grl:mat kr picha mera,1din pchtyga,bahr collage k tu samose ka thela lgyega
boy:tu mt thukra mere pyr ko,1din pchtygi usi thele pe brtan manjti tu b nazr aygi..
by Pak101.com (few years ago!)
santa:Meri billi mar gai
banta:kese mari
santa :Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta-Maine nahalane k bad use nichod b tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dost ne Mujhe Hospital Jane ka Kaha
Main Hospital Chala Gaya
...
Wahan 2 Drwazay The
1 Par “Khas bemari” aur 1 par “Mamoli Bemari” Likha tha
Mujhe Mamoli Bemari thi is Liye Main Mamoli Bemari Wale Room main Chala Gaya
Wahan Bhi 2 Darwaze the 1 Par “Khaas Aadmi” aur 1 par Aam Aadmi likha tha
Main Gharib Aadmi Tha is liye Aam Aadmi Wale Door se Andar Chala Gaya
Andar Gaya to !dekha ke Main Hospital se Bahar Tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
So, you are distantly related to the family next door, are you?
Banta: Yes, their dog is our dog's brother
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA- Tere kitne bachhe hain?
BANTA- 18
SANTA- Itne saare?
BANTA- Sasurji se wada kiya tha k unki beti ko kabhi khaali pet nahi rakhoonga ;-)
by Pak101.com (few years ago!)