Yaar aik baat to batain
Yaar aik baat to batain yeh 24 gante bijli ka kya maza. jaise garmi ka maza hi na le aur loudsheding bulkul nahi. Maza to ab ayega wapda ke saath, g han ab 24 gante mai 12 gante Loudsheeding woh b complete bill k saath aur electronic nuqsanaat bulkul muft?
by Mazhar Khan (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Wakeel: Tum ne Police Officer ki hatheli pe jalti hue cigret kyun rakhi
Mujrim:Ye Humko bola "kaam karvana hai to pehle "MUTTHI" garam kro
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Galti Se Talaab Mein Gir Gaya,
Dubte Dubte Uske Haath Mein Ek Machli Aa Gayi,
Usse Pakad Kar Bahar Fenka Aur Bola: “Tu Toh Kam Se Kam Apni Jaan Bacha Le“
by Pak101.com (few years ago!)
aik ladka aik ladki se kehta hai
"lafz mere geet tere ghazal koi sunaoon kya?"
LaDki:
"haath mere gaal tere...kaan k neeche bajaoon kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TEACHER-pani me rahana wale 6 jiv jantuo ka nam batao
BOY-mendak
TEACHER- 5 NAM OR BATAO ....
BOY- mendak ki mummy, mendak ka papa, mendak ki behan, mendak ka bhai, or mendak ki GF.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Invested 2 Lakhs
In A Business And Suffered Huge Losses
Do U Know What The Business Was?
He Opened A Saloon In Punjab!
by Pak101.com (few years ago!)
TTE Asked To Sardar : Ticket Dikhao
Santa : Ye Lo Dekho
TTE : Ye To Purani Hai
Santa : To Ye Train Bhi Kaunsi Nayi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Insan ko Beemar kar Dainay wali Chezon mein Se aik cheez apno ki judai hai ”
So Plz. Aik 2 sms kar dia karo”Kal v halka jea bukhar ho gya c..
by haleema sadia (few years ago!)
Pathan Ko Rasty Mei Aladin ka Chragh Mila.
Ragra To 1 Jin nikla or Kaha K Wo UsKi 3 wishes Pori Kray Ga.
Pathan: Hum Ko Aisa Naswaar Do Jo kabi Khatam Na Ho.
1 Naswar Ka Packet A Gya Pathan Nay Thori Si Nswar Nikali To Utni Naswar
or Aa Gayee.
Jin: Baaki 2 wìshes?
Pathan: Aisa 2 Packet or Laa Do.
by Abdul Hannan (few years ago!)