Brazer or Bunyaan
Brazer or Bunyaan mein kiya farq
hai?
Pathan:
Bunyaan mein kapra ziyada or load
kam hota hai.
Brazer mein kapra kam or load ziyada
hota hai<
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 1025 views
Similar Jokes
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
... Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!)
A drunk guy took a cat home to his wife and said: "See... here is the a monkey of the jungle."
His wife said laughing, "That's a CAT ..."
He said back to his wife, "I am talking to the cat!"
by Pak101.com (few years ago!)
Baap-bete se
Agar is baar tum exam me paas nahi hue to tum mujhe papa kabhi mat bolna
...
Kuchh din ke baad
Baap- beta tumhara result kya aya
Beta- babulal, tune apne baap hone ka haq kho diya hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan ka mobile chori ho gaya.
Pathan bohat roya, rote rote hasne lga.
Kisi ne pocha hans kyu rhe ho.?
Pathan bola mobile to le gya pr charger to mere pas hy na..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki 2 Pathan Boyfriend: Jan mujhay aise propose karo jaise aaj tak kisi ne kisi ko na kya ho.
Pathan: Kamini zaleel I love U, mujhse shadi kr k mujhay tabah karde kambakhat. ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
ek larki ney pathan sey kaha
"kiya aap ko pata hai aj womens day hai"
pathan ney ghabra k kaha:
"kamal hai, jab hum ghar sey nikala tab to friday tha";-)
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by @irha@ (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy- Bhag kar shaadi karle ya shaadi karke Bhag jae(Girl se)
.
.
.
.
.
.
Girl- fati chappal se mar khaega ya chappal fatne tak mar khaega…
by Tanveer Hussain (few years ago!)