FARAZ In Bakra Mandi
FARAZ in Bakra Mandi:
Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…
.
.
.
Phir Kisi se Maloom Hua Ye to Gaaye Mandi hai. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1234 views
Similar Jokes
sTUPID: tujhe bus main thpar kiun para
2ND STUPID:pata nai yar, meri photo aik larki ki paon mai gir gai, main ne kaha k behan g zara sari upar kar photo leni hai"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar Bola: Ud Ja!
Makkhi Nahi Udi!
Santa- Isse PROVE Hua Ki Makkhi K Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Legal Voting Age Fr Boys- 18yrs..
Legal Marryng Age Fr Boys- 21Yrs..
Wat Is Proved??
"Its Tougher To Control A Wife, Than A
Country" !!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Ladka Apni Girlfriend Ko
Apne Ghar Khane Pe Bulata Hai.
Girlfriend Khana Khate Hue Boy-Friend Se Puchti Hai.
Girlfriend: “Ye Tumhara Kutta Mujhe Bahut Der Se Ghoor Kyu Raha Hai?”
Boyfriend: “Tum Jaldi-Jaldi Se Khaana Kha Lo, Wo Apni Plate Pehchan Gaya Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Difference between Problem , Talent and Kismat
2 Boys love 1 Girl = PROBLEM!
1 Boy love 2 Girls = TALENT!
2 Girls love 1 Boy = Qismat.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Insaan Apni Zindgi Mein Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Bhagwan Se?
No
Boss Se?
No
Wife Se?
No
Phir??
“Bhikaari Se”
“Maaf Karo Baba, Chutte Nahi Hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:yar kende ne zindgi 4 dina di ey. banta:aho!
banta:te fer test match kyn 5 dina da honda ey?
by Pak101.com (few years ago!)
Lafz lafz likhon teri tareef mai,
.
.
.
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Kafi hain ya aur likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baba ranchoddas said
Neend k piche mat bhago,
Agar bhagna hai to padhai k piche bago,
Neend jhak mar k piche ayegi.
All IS WELL
by Pak101.com (few years ago!)