Amm nai amrood hai
Wo khud pe gharoor karta hai to is me herat ki koi bat nai
dost
jis ko hum chahte hain wo aam ho hi nai sakta
wo to amrood hai amrood
by Sabir shah (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Current se Bhi Bara Jhatka,
Insaan Ko Tab Lagta Hai,
Jab Usay Pata Chalay,
K Wo
Baghair Package k
"Mobile Data Net"
Use Ker Raha hai...;-p:0
by lescol (few years ago!)
Geeta- “Seeta, meri ghadi kho gayi,
kya tumne kahi dekha hai?”
Seeta- “Nahi, chalti thi ya band thi?”
Geeta-”Chalti thi|”
Seeta- “Tab jaroor kahi chalkar gayi hogi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar ko telenor me operatr ki job mil gae,
pehlay hee din usy mar k nekal dia.
Becoz 1st cal: Sir meri telenor ki sim blok ho gyi hai,
Sardar: Tay paagla Zong Le ley.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
police to sharabi-:
kahan ja raha hai be,
sharabi daru pine se hone wale nuksaan par
parvachan sun ne ja rha hoon,
police itni raat ko koun deta hai parvachan,
sharabi meri biwi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
Lebrary me bahut khamoshi thi k achanak se aik punjabi ne zoor se paad maar dia
teacher:ye kia hai?
Punjabi:khamoshi ka bycot
by Sabir shah (few years ago!)
BUSH baraa chalak hai....... 9 bachoon ka bap hai.. BUSH. bara nirala hai .10wa bhi aanay wala hai........waise aapus ki baat hai.........is sab main USAMA ka haath hai
by Abdul Sami (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor: aap dariye mat. main hoo na.
Patient: wahi mera sabse bada dar hai doctor.
Patient: Doctor, yeh mera pehla operation hai. thoda dhyaan se karna.
Doctor: dara mat. yeh mera bhi pehla operation hai
by Pak101.com (few years ago!)