Agle sal kar len ge.
Sardar:tm mujh se shadi karo gi?
Girl:nai , me ap se aik sal bari hun,
sardar:koi bat nai aik sal bad kar len ge.
by Sabir shah (few years ago!) / 968 views
Similar Jokes
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
In 2020 girl:" Dekh yar kya item jaa raha
hai..Oye Murgey Tera mobile No.. Kya hai.. ??
.
.
.
.
Boy:"Aap ke ghar me baap, bhai nai hai
kya.. ??
.
.
.
Girl:"baap n bhai sab hai, par tu nai hai na
chikne...:p
by Pak101.com (few years ago!)
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma.
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: My Father Dug The Suez Canal.
Banta: That's Nothing, Have You Heard Of Dead
Sea?
Santa: Yes, I Have.
Banta:My Dad Killed
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Mery dada ny 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat di thin.
Dost: Gardanien q nai katin?
Sardar: Wo pehly he kati hui thin...
by Pak101.com (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha: main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM bhi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 day I read smoking is bad. "I stop smoking"
1 day I read drinking is bad
"I stop drinking"
1 day I read making Girl friendS is bad habit
" I stop
reading" lOlzz
by nadeem (few years ago!)
A boy was going with his girlfriend.
Friend asked: Who is she?
Boy: My cousin
Friend: Last year she was my cousin
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua
hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri
hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)