Mujhe shadi shuda me koi dilchspi nai
Bv :tm shadi k bad bilkul badal gae ho
husband:me ne ap ko pehlay hi bta dia tha k mujhe shadi shuda larkiun me koi dilchaspi nai.
by Sabir shah (few years ago!) / 1083 views
Similar Jokes
Ek khubsurat teacher ne 3 bacho ko thapar mara
Punjabi bacha: sorry mam
Pathan bacha: hamara kya galti hai mam
Karachi wala: Aaaaahhh!
maza a gya. :
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban
gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use
SURPRISE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Pathan calls his Wife: Ghar nahi aa sakta, Car ka steering, gear, sab chori hogia hai
.
After 5 minutes,
.
He calls again: Aa raha hon, galti se pechli seat mai baith gia hon
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 Sardar Bathroom Mein Betha Tha… Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada Istmaal Karein.
Wo Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: I always see spots before my eyes. Doctor: Didnt the new glasses help? Patient:
Sure, now i see the spots much clearer.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Memon:
Ye Kela Kaise Dia??
Keley Wala: 1rs
Memon: 60 Paisa Ka Deta Hai??
Kele Wala: 60 Paise Mein To Sirf Chilka Milega.
Memon: Le 40 Paise, Chilka Rakh Aur Kela De..
by Pak101.com (few years ago!)
Teachar to GOLU-Tum Khana khane se pehle Pray(dua) Kare ho
GOLU-Mujhe Pray karne ki jarurat kya hai
Meri Maa Achha Khana Banati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara
by Abdul Basit (few years ago!)
Aik dost doosray say yar tum apnay doston ko har khushi kay moqa par kabootron ka jora kiun detay ho.
Doosra dost: is liye keh woh doosray din meray pas wapis aajatay hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)