Shadi na karne ki waja
Swaal kutte shadi kiun nai karte?;->
jawab:kiun k wo pehlay hi kutton ki zindagi guzar rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
Girl: Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti thi.
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere
gaal kheench k kehti
"AB TUMHARI BARI HAI"..
Phir maine unki ye aadat khatam
karwa di.
Friend: Kaise?
.
.
.
.
Girl: Jab kisi ki death ho jati tou
main un k Gaal kheench kkehti.
"AB AAP KI BARI HAI".. :D :P
by Pak101.com (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or
halwe may ksi ne bomb rkhna nhi.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Soya howa insan to pani k chand bondhun se uth jata hai
magr soyi howi qaum ko jagane k lye load shading karni parti hai
from wapda
by Sabir shah (few years ago!)
Boy to his friend: Dekho wo ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai..
Friend: Yeh to kuchh nahin yaar,
jab maine pehli bar teri shakal dekhi thi to 3 din tak apni hansi nahi rok paaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Friend:sardar g ap ki bv ko chamr jaye to ap kia tareeqa karen ge
sardar me ki karna jin di apni galti hai ap bughtay ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Jiss Bachy Nay Ajj Adha Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere hath pe kiss kar sakta hay
Aur Jiss Nay Ajj Pora Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere Gall pe kiss kar sakta hay
Student: Miss App Muje Break Time me Millain main ne
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. Sardar= 1 biwi aur 3 bacche...
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Ji apko mujhme kya acha lagta hai meri samajhdari ya meri beauty..
Husband: Mujhe to ye tumhari Mazak karne ki aadat bahut achi lagti hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Friend Se
Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga.
Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)