Me bachpan se mehnti hoon
Judge:tum ne aik raat me 5 chorian kaise ki hain.?
Mulzim:bus judge sahab me bachpan se hi mehnti hun.
by Sabir shah (few years ago!) / 799 views
Similar Jokes
Teacher: Aaj school der se aane ka tumne kya bahana socha hai?
Sonu: Sir aaj mein itni tej dod ker aaya ki bahana sochne ka moka hi nahi mila
by Pak101.com (few years ago!)
Wife bathroom se naha ke nikli to
Pappu use ghur raha tha.!
.
.
Wife romantic hokar: Kuch karne ka irada hai
kya.......?.?
.
.
Pappu usko thappad maar ke bola:
.
.
Kamini Mere garam pani se kyu nahayi..?? :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Pak101.com (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 aurat ne Akhbar Me Prha k 1 Admi ne Apni BV Ko 1 Cycle k Badle Sale kr Dia
BV: Tum to Aisa Nhi Karoge Na?
Husband: Main to CAR Se Kam Baat Bhi Nhi Kron Ga !
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ne pehli bar aaina daikh kar bol: Esko tu kahin daikha hai
Boht dair sochny ke baad bola:Oye yai tu wahi bagerat hai Jo shadi ka album
mai hamara bewi ke sath betha hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher: Usne khud khushi kar li, usse khud khushi karni padi, difference batao.
Student: Pehle wala padha likha berozgar tha, doosra shaadi shuda tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko invitation mila,kaap ko party mein laal tie pehen kar aana hai,Pathan party mein pohncha to dekha k,logon ne pant shirt bhi pehni hui hai
by Pak101.com (few years ago!)