Jawab Phool Se Do
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 840 views
Similar Jokes
Pathan-
Yaar molvi saab ne meri
Bohat beizati ki
Major Rohail-
Kyu?
Pathan-
Humne Molvi sab ko sirf
Itna pocha tha k 14 August
Ka ROZA nafli ibadat hy
Ya Farz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dad: Agr tum Is bar fail huay to mjhay baap mat khna....
Beta: result anay k bad.....
sorry yar mushtaq tum baap khnay k laiq nai rahay........ :p
oooooooo teriiiii!!!
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Dulhan Dulha sy:
Apki pehly wali zindagi kaisi thi.. Dhula sach baton tu shaadi sy pehly mery 20-25 larkioyn sy chakkar thay..
Dulhan;
Mujhy pehly hi pata tha jb hamary sitaary milay thay tu Hamari Aadaten bhi militi hon gi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Memon Ask To Taxi Driver:
Abdullah Shah Ghazi K Mazaar Jao Gay?
Taxi Driver: Han Jaon Ga.
Memon Ne Jaib Se Shopper Nikala Or Kaha: Wapsi Main Langar Ki Biryani Lete Aana.
by Pak101.com (few years ago!)
MOBILE BALANCE:
Musharraf:
Rs. 100>Rs.91
Zardari:
Rs.100>Rs.84
Nawaz Shareef:
Rs.100>Rs. 65
Aur kaho Shair Aaya Sab kuch kaya..
by Mazhar Khan (few years ago!)
santa ka beta: Sirji, jab aap paath padaate ho, to mujhe mere pitaa ki yaad aati hai.
Sirji: achchi baath hai. kisliye unki yaad aati hai?
santa ka beta: unko bhi aap hi ke jaise padaana nahi aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan apne rickshy k sath khra tha
aik aadmi aya or pucha: khan bhai iqbal town jao ge?
Khan: mei to chla jaunga lakin mere rickshay ka kon khayal rakhega?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sabse Himmat Wala Insaan Kaun?
Socho?
Nahi Pata,
Sabse Himmat Wala Insaan Wo Hai,
Jo Dast Lagne Ke Baad Bhi, Paad Marne Ka Risk Leta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)