Hum Tou Achay Hain Na
Aj Ka Sabaq..
Agr Koi Hum Ko Acha Lagta Ha Tou Acha Wo Nhi Hum Hain,
Our Agr Koi Hamain Bura Lgta Ha Tou Bura Wahi Ha.
Kio K Hum Tou Achay Hain Na ..
Zindagi Say Koi Cheez Mango Tou Aese Maango,
Jesay Aap K Baap Ki Thi,
Our Nhi Mili Tou Konsi Aap K Baap Ki Thi.
Agr Koi Aap Ko Daikh Kr Darwaza Band Kr Daita Ha Tou Yaad Rakhain,
Kundi Dono Taraf Say Hoti Ha Aap Bhi Bahir Say Band Kr K Bhaag Jaye…
Aj K Liye Itna Hi Kafi Ha …
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1217 views
Similar Jokes
Seeta- “Behan, bartan saaf karne ke liye sabse
achi kaun-si cheej hai?”
Geeta- “Maine bartan saaf karne ke liye bahut-si
cheeje istmaal ki, par pati se acha kisi ko nahi paya”
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh k kamre se cheuntiyan bahir ja rahi then
Sheikh:
Kahan ja rahi ho or kia le kar ja rahi ho?
Cheunti:
ßhai bhooka marne se to behtar hai hijrat kr jain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Hindu ne Muslim se pochaTum log Khatna Q karwate ho?
Musalman soch me par gaya Phr bola: Faida to kuch khas nahi,bus zara KHOOBSURTI aa jati hai..!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Gang of SARDARS broke a Bank.
Instead of cash they found Botles full of Chilled
Red Wine,
Happily they drank & went away.
Next day Headline aai: Blood Bank lutya gya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mana K PAKISTAN Azad Ha,
Our Is Main,
HYDERABAD
FAISALABAD
ISLAMABAD Ha..
Laikin Apnay KARACHI Ki Apni Hi Bat Ha.
Jis Main,
LIAQTABAD
KARIMABAD
NAZIMABAD
QUAIDABAD
GREEBABAD
SHAREEFABAD
AZEEZABAD
HUSSAINABAD
MEHMODABAD Ha…
Our In Sab Ka Baap ABC Ha,
Jis Main HUM Abad Hain..
New Message Ha Taza Taza.
Phenk Do Market Main.
Geo ABC walo’…. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Child: Mom Isbar Hum Patakhe Is Shopse Lenge
Mom: Lekin Beta Ye To Girls Hostel Hai
Child: Papa To Kehte Hai Ki Sari Phuljadiyan Yhi Rehti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Postman: I have to come 5 miles to deliver you this packet.
Blonde: Why did you come so far. Instead you could have posted it..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Ladke Ne Collge Mein Ek Ladki Ko Offer Maara.
Badle Mein Ladki Ne Us Se Puchha
“Hamesha Meri Baat Manoge,
Mujhe Kabi Kuch Nahi Kahoge,
Touch Bhi Nahi Karoge,
Kiss Bhi Nahi Karoge.”
Boyfriend: “Behen Tu Ghar Ja, Tere Mummy Papa Chinta Kar Rahe Honge.“
by Pak101.com (few years ago!)
Seeing Santa Singh depressed one of his friends asks him.
“Oye why are you sad?”
To which Santa replies …“I lost Rs 300 in bet.”
His friend ask hims…“How?”
Santa Singh says..“I bet on India for Rs 200…”But unfortunately India lost
His friend queries..“But you said Rs 300…”
Santa Singh answers…“I again bet for India for Rs 100 in the highlights of the match”
by khalid hussain (few years ago!)