paper kaisa huwa?
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha! chotha mai karna bhool gia! paanchwa mujhe nazar nhe aya! chatta paper ki pichle taraf tha, maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1211 views
Similar Jokes
Police: Hamen Ap K Ghar Ki Talashi Leni Hai Pata chala Hai k Ap K Ghar Main dhamaka khaiz mawad Hai
Aadmi: Khabar To Pakki Hai Mgr Abhi Wo Maikay Gai Hui Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Pota:beta kaise paida hota hai?
Dada:asman se pari ati hai aur maan ki godh me rakh deti hai.
Pota :kia wo suhag rat wala system khatam ho gia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Kal menoo Police ne kutia
Dost:Fer tu kuch nhi kita
Sardar:Mai aakhya himat hai te
kaly kaly ao
Dost:Fir ..?
Sardr:Fir sarian ne wari wari
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar Aap Mujhe 14 feb ko Phool Dena Chahte Ho To..
Gobhi Ka Phool
Dena
Apke Piyar Ka Bi Izhar Ho Jayega
Humara Salan Bi Tayyar Ho Jayega
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Aadmi daru k nashe me taxi me betha
bola chalo airport chalo
taxiwala: tum airport pe hi ho
Admi:yelo 50rs dubara inte taiz mat chalana
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: agr ma mar gya to tum dusri shadi kar lo gi?
Girl: Nhi ma apni bhen k pass reh lu gi.
Girl: Agr ma mar gai to?
Boy: Ma b Tumhari Bhen k sath reh lu ga ..
by haleema sadia (few years ago!)
In a test a student left the page blank
.
And wrote at the bottom of the page
.
Dedicated To My Memory
Which at the moment Passed away"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Man- Wat's ur Dad name
Boy- His Name is LAUGHING
Man- Ur Mother's Name
Boy- SMILING
Man- U must b Kidding
Boy- No, Dat's my Brother I m Joking
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)