Tumko ghalat fahmi howi hai
Biwi (Wife): Tum sotai howai mujhai galiyan dai rahai thai
Shohor (Husband): Tumko ghalat fahmi howi hai
Biwi (Wife): Kiya ghalat fahmi how hai?
Shohor (Husband): Yahi kai mai soo raha thaa
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1043 views
Similar Jokes
Teacher: Ittefaq ka koi jumla banao
Pathan: jis din mere baap ka shaadi tha Ittefaq se usi din meri maa ka bhi shaadi tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MAMU : Oye, maar gayay yaar.
Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain.
MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik pathan namaz seekhny molvi sab k pas gya.
Molvi sab:
Sana ati hai?
Pathan:
sharmate hue
G Nahi Sana to nhi ati:-( magr Bushra kabi kabi aa jati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or halwe may ksi ne bomb rkhna nhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Girl Apne Boyfriend Pappu Ko SMS Kerti Hai.
Girlfriend: “Please Send Me Some Good Jokes”
Pappu: “Main Padh Raha Hoon”
Girlfriend: “Oh Sorry Dear Continue Your Studies”
Pappu: “Darling Yehi To Joke Thha“
by Pak101.com (few years ago!)
Arz Kiya Hai .....
KHUDA Kare Kisi Ko JUDAAI N'a Mile .....
.
.
... ... .
Wah Wah ......
.
.
.
KHUDA Kare Kisi Ko JUDAAI N'a Mile .....
.
.
.
.
Jo Ye Status Like Ne Kare Usey
THAND MAIN RAAZAI N'A MILEY ;D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Joota chupai ki rasm k wqt dulhay ki 1 sali ne kaha:main to 1100 loongi.
2nd sali boli mai to 2100 loongi.
peche se 1 pathan bola: 2310 lelo, us main FM Bhi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1st frend: Meri begum ne Novel '2 DOST' parha
Aur hamare jurwa bache hue.
2nd frend: Meri begum ne Novel '3 jugnoo' parha
Aur ek waqt mai 3 bacho ko janam diya
Ye sab sun kar Pathan apne ghar bhaga
Dosto ne pocha kahan ja rahe ho wo bola:
Apni begum ko rokne wo 'Ali baba 40 chor' Parh rahi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
SANTA Roti Ka 1 Tukda Khud or 1 Murge Ko Khila Raha Tha.
BANTA- Ye Kya Kar Rahe Ho?
SANTA- Hum Khaandani Log Hain
Roz Roti Chickn Ke Saath Khate hain
by Pak101.com (few years ago!)