Sardar
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 band kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 921 views
Similar Jokes
>Ek pathan ka hont jala huwa tha.
Kisi ne poocha kese jala?
bola. Wife ko chorne station gayatha.
khushi k mare train k engine ko choom liya: :p
by Abdul Basit (few years ago!)
Banta: Kal Muje 10 logo ne Peeta. Santa: Phir tune kya kiya? Banta: Maine kaha salon ek-ek karke aao. Santa: Phir? Banta: Phir kya, Salon ne ek-ek karke dubara Peeta !
by Mazhar Khan (few years ago!)
Itne dino baad aaj books kholi to 1 raaz khula.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye ni aata
Ye ni aata
Ye ni aata..
Oh teri!!!! ye b ni aata..! :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni biwi k office gaya
to usne dekha k uski biwi
boss ki godi me baithi dictation le rahi thi.
Santa:- Chal LAajo, aisi jagah kaam nahi karna jahan staff k liye kursi bhi na ho.
by Pak101.com (few years ago!)
How will you destroy a submarine full of sardars ?
Simple. Just knock the door and they will open it
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: I Need A Ladies Suit
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
. .
.
Shopkeeper:
Biwi K Liye Chahiye Ya Koi Acchawala Dikhau
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Saxidas Ji Ke Pass Unki Ek Nayi Nayi Bani Bhakt Ladki Jiska Naam Rashii Thha Aayi Aur Pucha.
Rashii: “Baba Ji, Ye Aajkal Ladke Log Mandir Jyada Kyu Jane Lag Gaye Hai?”
Baba Saxidas Ji Muskuraye Aur Bade Pyar Se Ladki Ko Samjhaya.
Baba Ji: “Beta, Kyunki Vo Hi Ek Aisi Jagha Hai Jaha Pooja, Shanti, Aarti, Bhawna, Shardha, Archna, Jyoti, Aradhana, Tripti Aur Mukti Milti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma.
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Really Girls are very Smart...=P
.
Girl: Apple ka Rate kya hai?
.
Applewala: 100 Rs ke 10,
.
Girl: kuch kam karo na plz..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Applwala: Acha aap 80 ke 8 lelo
.
.
.
.
.
.
Girl: Thanku,
dedo...
ye huyi na Baat... :p =D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Woh admi jo drink kar raha hai, Usko maine 10 saal pehle shadi ke liye inkaar kia tha. Dekho who aaj tak sharab pee raha hai!
Husband: Wow! itni lambi celebration!
by khalid hussain (few years ago!)