Student
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
Ek aadmi apne aap nu kehnda hoya ja raha si k;-”haye oye rabba”aisi zindagi naalo ta maut e changgi aa.
Achanak Farista aa gaya te bolya:- “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lao dasso… paaji hun koi gareeb banda majaak v nai kare
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Sardar Ji Ki Shadi Hui.
Rukhsati K Waqt Dulhan
Pehle Maa K Galay Lag K Roi,
Phir Baap K, Phir Bhai Aor Behan K Galay Lag K Roi.
Sardar Ji Ne Dulhan Le
Jane Se Inkar Kr Dia Or Kaha
Aey Twade Kolon Chup Nai Hondi Te Mere Kolon Kinj Howe Gi.
by Pak101.com (few years ago!)
Arjun: “Main Chidiya Ki Aankh Fod Sakta Hoon”
Rajni Kant: “Main Chidiya Ki Aankh Ki Retina Ke Blood Vessels Ke R.B.C Ke
Haemoglobin Ke Protein Ke Sixth Amino Acid Ke Hydrogen Bond Ko Fod Sakta Hoon”
Arjun: “Guru Ji, Aap To Serious Ho Gaye, Mene To Majak Mein Bola Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha: 1 Litre Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Kilo K Hisab Se Milta Hai..
Dobara Kaho!
Bacha: Bottle Mein 1 Kilo Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Bottle Mein Nahin Ata.
Acha ! Tum Dukandar Bano !
Main Batata Hun K Kaise Laite Hain..
Dukandar: 1 Kilo Aata Dedo!
.
.
Bacha: Bottle Laye Ho?
by Pak101.com (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
Father to Son: Is Baar Exam main Pass huwe ya Fail,
BIKE Zarur Dilaunga.
Son: Konsi Bike?
... Father: Paas Huwe to HONDA 70,
College Jaane k Liye
Aur
Fail hue to YAMAHA 100
Doodh Bechne k Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Doorbeen Se Asman Dekh Rha Tha Pathan Bhe Pas Khara Ho Kar Dekhne Lga
Achank 1 Tara Tuta
Pathan Zor Se Chilaya:
“Wah Ustad Kya Nishana Hai.;-):
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan pehle Rozay ko masjid me naat parhne gya
sab logo ne usy buhat maara
Kyun?
Kyun ke pehle hi rozay mein naat parh raha tha
“Alvidah Alvidah Mahe’y Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Asim Raza (few years ago!)
Question : Why do girls close
their eyes while kissing a guy?
Guess…
Guess
.
.
.
Answer : Yeh ladkiyan ladkon
ko kabhi khush nahi dekh sakti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)