Sali Ji

Jija: sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!

by Pak101.com (few years ago!) / 1078 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Eik bachay ke ghar guests aa gaye

Eik bachay ke ghar guests aa gaye.
Maa ne kaha: beta, mehmaanon ke liye kuch le kar aao.
Bachay miyan bhage bhage gaye.

Aur mehmaanon ke liye “Rikshaw” le aaye.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Main larke walo ki taraf se hon.

1 Pathan ki khoob pitai hui.
Woh roza khushai me mufta torta hua
pakra gaya or us per bola.
?
?
?
?
?
G, woh, Main larke walo ki taraf se hon.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa ki ladai

Santa ki ladai apne baap se ho gayi To usne apne baap ki photo kabristan me 1 ped pe latka diya , Aur Niche Likha "COMING SOON"

by Pak101.com (few years ago!)
Safar Lamba Tha

Santa Delhi Se Mumbai Apne Ek Dost Ke Paas Gaya To Dost Ne Haal Chaal Puchha.

Santa Dukhi Hote Hue Bola: “Kya Batau Yaar, Raat Bhar Train Mein Neend Hi Nahin Aayee, Upar Ki Seat Mili Thi”?
Dost: “To Exchange Kyun Nahi Ki Seat”
Santa: “Arrey Bewakoof, Kis Se Karta, Neeche Ki Seat Pe To Koi Bhi Nahi Tha“

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki phansi

Police :tumhe kal subah 5 baje phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:ha ha ha ha
police:kiun hans rahe ho?
Sardar:me to subah 8 baje uthta hun

by Sabir shah (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette

Baap : Sharab, Cigarette, Larkiyan Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman Hain..
.
.
.
.

Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano Se Bhaag jaiey

Wo Mard Nahi Hota abba...

by Pak101.com (few years ago!)
catch a tiger

3 ways to catch a Tiger
1:Newtonz method:Allow the Tiger to catch u and catch the tiger!

2:Einsteinz method: Chase the Tiger untill it get tired then catch it!

3:Pakistani Police method: Catch a Cat and beat it untill it accepts its a Tiger!!!

by Abdul Sami (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi

Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.

Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.

Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.

Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.

Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
MS OFFICE

Boss: tumhe MS office pata hai?
Santa: agar address denge to main doond looonga
sir

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shirt k Liye Koi Acha sa Kapra Dikha 2

Sardar:
Shirt k Liye Koi Acha sa Kapra Dikha 2,

SalesMan:
Plain Mein Dikha Doon?

Sardar:
Hawai Jahaz wich Jan di ki Zarurat ay ethe e wakha deh.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Kisi Ki Parwaah Nahi Karta

Mairy khayal mai

Mari shadi main ao ge

Neutron in the Bar

The caption ofvteam

"How Many Senses DoesA Man H..

Sardar

Stude well my child

Tum cricket dehkte ho

Hum eid k liye kapre bnae ga

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook