Student
Law of Conservation of Knowledge
.
"No matter how long the Lecture is, the knowledge before and after Lecture remains the Same
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 760 views
Similar Jokes
Agr apna pyar pana chahyte ho to apn tabiyat kharab kar lo aur behoshi k aalam me apne ghar walun k samne us ka naam lete rahu
by Sabir shah (few years ago!)
1 Sardar ji ik Sheikh ki Baaraat mei gye
wahan bar bar Paani Pesh kiya ja raha tha
Tang aa ker Sardar bola:
Galey wich paani phans gya hai Ik boti tey deo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek pagal gusse me aakar kehta hai
mai saari duniya ko mita dunga, mai sari duniya ko mita dunga
.
.
dosra pagal has kar bola
.
he,he,he,he, mai tujhe RUBBER hi nahi dounga
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur last me likh dena, paas karke dikha.
by Pak101.com (few years ago!)
Muftimal Baniye Ke Bete Ko Bhoot Chad Gaya, Baniye Ne Uska Koi Ilaaj Na Karvaya.
Teen Din Baad Bhoot Khud Ek Ojha Ke Paas Gaya Aur Bola,
Bhoot: “Ojha Sahab, Mujhe Bahar Nikalo, Warna Mein To Bhukha Hi Mar Jaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar kesi larki ke ghar reshta mangny gia
.
Larki ke ghar walon ne kaha ke hamari baiti abhi parh rahi hai
.
Sardar: Koi bat nahi, mai 1 ghanta baad ajawonga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur
kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha
mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye
chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani
Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
wife : ab ki bar tume phir job na mili toh main meake chali jaaon gi
Hubsnd: thandi aah bhar ka bola wade wade sirf wade,
bahir b wade ghar pe b sirf wade
by Pak101.com (few years ago!)