Ek kanjoos ko electric
Ek kanjoos ko electric current laga...
Uski wife:-
Aap theek toh hai na?
Kanjoos:-
.
.
.
.
.
.
.
.
Mai theek hu... tu meter dekh unit kitne badhe...!! :P
by Pak101.com (few years ago!) / 987 views
(Rated 1 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
aik class main maindak ko behosh kerna tha. lakin dawa nahi mil rahi thi.
aik laka: sir meri jurabain sungha dain.
ustad: mendak ko behosh kerna hai marna nahi hai!
by Haseeb Sultan (few years ago!)
HIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa:dr.shahb 2 sal pehly mujhe bukhar huwa tha
dr:tu ab kia huwa
santa:ap ne nahane se mana kia tha ab naha lun
by Sabir shah (few years ago!)
Pundit:- Tumhare jevan ma 6 ladkiya ayen ge
Boy:- Wow kya bat hay
Pundit:- Zyada khush hone ki bat nahee
1 ghar wali aur 5 betiyan honge
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ande ke haath mein `Torch', behare ke haath mein `Radio',
Gunge ke haath mein`Mike', bewakuf ke haath mein `Mobile'!
Kya zamana aa gaya hai...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Murgi anda deti hai
aur
gaae dhoodh deti hai wo kia cheez hai jo anda bi deti hai aur doodh bi
dukandaar
by Sabir shah (few years ago!)
1 Bachcha road pe kutta
lekar ja
raha tha
Police wala(haste huye)
Beta
apne bhai ko lekar kaha
ja rahe
ho
Bachcha-police me
bharti
karwane
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy to Girl: Tum Ro Kaun Rai Ho
Girl : Mere Marks Bht Kam Aye Han
Boy : Kitne Aye Han
Girl: Sirf 90
Boy: BiBi Khuda ka Khauf Kro
Ennye Numbran Vich Te 3 Munddaye
Pass ho Jande Ne
by hearthackervsgirls (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI
HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)