Student
Doctor Operation ke baad
OWR student exam ke baad
Ek hi baat karty hain
.
"We have tried our best
We can't say anything right now
Aap dua karain"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Man:Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kia karte ho?
Sardar:AC k pas ja k beth jata hon
Man:Agar phir bhi garmi lagay to?
Sardar:To A/C on kar laita hon :p
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 Girl= tumhara naam Kya h?
Girl=Mina
Girl to Boy tumhara?
Boy=kamina
Girl=jhut mat bolo
Boy=Tu 2min pass me baith k dekh le
Tu ye hi bolgi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 Ghante say utility store
pr Cheeni Ki Line Men Phansa Raha.. . .
Jb Baari i To Dobara Peeche
Ja K Line Men Lg Gaya r Bola: . . . . . . . . .
“Ye Hukumat 50 Saal Aur Rahe,
Yaara DiL Khush Ho Gaya…!!!
. . . Jis Ko Samajh i Wo Fwd
Kren-Baqi Pathan K Aagay Kharray
Ho K Cheeni Lein kahin khatm na ho jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
DAD: if you paas in the Exam , I will give u 1 cycle
SON: If I fail?
DAD: I will give u 10 cycles.
SON: why?
DAD: puttar , Fir Tu dukaan hi kholni ae!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan shadi ki raat ko room mai gaya to dulhan ne doodh ka glass diya aur romantic awaz mai pucha: "Aur Kuch?"
Pathan: Haan baji, agar Tiger Biscuit bhi mil jaye to maza ajaye !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar koi apko dopahar 12-1 baje kahy “good-night”
ya phir
shaam ko kahe “good morning”
ya phir
ajeeb ajeeb batien karien
to samajh lein keh Us keh exams ho rahey hain!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar life main kabhi koi mistake ho jaye .
To 2 minute apni ankhain band karo Or socho
.
.
.
ke
.
.
.
.
. Iska ilzam kispar lagaya jaye =D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Film director ne hiro se kaha - tumko 100 fit ki uchai se swiming pool me chhalang lagani hai.
Hero- lekin mujhe tairna nahi ata,mai dub jaunga.
Director- chinta wali koi baat nahi hai, pool me pani nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Jab mein gana gaati hu to aap bahar kyu chale jate ho?
Husband : Taki Mohalle wale ye na samjhe ki mein tumhara gala daba raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)