Abbreviation SMS



BOYS stands for

B: BADMASHIYON mai sab sai agay
O: OLLU ki tara raat mai jagay
Y: YARIYIAN nebhaye jaan laga ke
S: SHAREEF sirf maa baaf ke samnay

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 705 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Math Mein Kyun Nahi



Student: Sir Log Urdu English Mein Bat Karty Hain,
Math Mein Kyun Nahi ?
.
.
Sir:
Zeyada 3,5 Na Kar,
9,2,11 Ho Ja,
Warna 5,7 Mar Dun Ga,
6 k 36 Nazar Ayen Gay or 32 K 32 Bahir Aa Jayen Gay,
.

.
Student: Sir G Urdu, English Hi Theak Hai,
Math Wake E Khofnak Subject Hai…

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek train mein kuch budhyijibi

Delhi se Mughalsarai jaanewali ek train mein kuch budhyijibi type ke log sawar thy..

Woh log jor jorse antarrashtriya stor ke batien kar rahe thhe.



Upar ke birth par so rahe ek brahmin ko bahut pareshani ho rahi thhi.

Batien karte karte ek sajjan bole, “pahle punjibaad aya, fir samyabaad aur aab samajbaad ayega.”

Tabhi upar se woh vyakti chillaya, “bhaisaab jab Ilahabaad aye to mujhe thora jaga dena!!!”

by khalid hussain (few years ago!)
Height of Dedication

Height of dedication
Papu 5 mint ma paper chor k chla gya

Teacher:kya hoa paper nhi aata?

Papu:wo bat nhi hai.
Mujhe aglay paper ki tyari karni hai... =P ;->

by Pak101.com (few years ago!)
Cockroach k liye Powder

Dukandar: Bhai Cockroach k liye Powder lylo ?

Pathan: Nahi bhai Cockroach ko itna bhi free nahi karna,
Aaj Powder ly diya tu kal Body Spray mangey ga..

by Engineer Rizwan (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi

Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga

Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi dusron ki biwi ghumane le aate hai.

( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne laga )

lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na kisi or ko ghumane deta hai. :)

by Pak101.com (few years ago!)
1 patan ko gadhay ne laat maari

1 patan ko gadhay ne laat maari
pathan ko boht ghussa aaya wo utha or gadhay ko 4
– 5 laaten maar kar bola:
tu kia samjhta hay mein tujh se kam hun.?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chilka samit kela

Pathan chilke samait kela kha raha tha

kisi ne pocha cheela kiun nai hai,

pathan :mujhe pata hai is k adnadr kela hai.

by Sabir shah (few years ago!)
Aj kaisa Feel kar rahi ho

Aj kaisa Feel kar rahi ho?
Girl:
Kal rat to hadd he ho gaye, Uff 2 ghantay! meri to jaan he nikal gaye
Saaray kapray geelay ho gae
Pehlay to aik ghanta kartay thay
Magar kal to pooray 2 ghantay tak saans he nahi aaye
1 Ghanta bhe buhat tha
.
.
.
.
.
ye 2 Ghantay ki Load Shedding to jaan he nikal leti hai tongue

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Arz kiya hai

Arz kiya hai...

Baith kar mehbuba ki bahon me aisa josh aaya..

wah ! wah !

wah ! wah

phirrr..?

phir kya!

Biwi ne dekh liya or i.c.u me hosh aaya

by Pak101.com (few years ago!)
Mubarak ho!


NURSE: Mubarak ho! Is waqat 2 baj rahy hen or Aap B 2 bacho k baap ban gaye ha.

Pathan: Shukar hai Hum 12 baje ni Aae.
ap pogo lagao

by Mazhar Khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 Molvi Sahab Ka Tota

Tootay howay dil sy piyaar

Suhaag Raat

Shohar Biwi se:

Bechari Murgi Bhi Kya Karti

Kal Fir ek Ladki

Chooohy Ko Lagi Billi Gori G..

A farmer near a field

Malik. and Noker

Translation In Hindi In Papp..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook