Pathan
2 Pathan Darkht K Neche Bathay kr rahey the
Achank Darkht Se Aam Gira
.
Pehla Pathan:
Ye Aam Kyse Gira?
Aam Khud hi bola
.
"Pak gya hon"
Tum Log Ki Bakwas sun Kr
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 786 views
Similar Jokes
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Colgate se Daant Saaf
Colgate se Daant Saaf krne ka,
Pepsodent se Mazboot krne ka,
Babul se Fresh krne ka..
Agar Phir bhi Safed nhi huye to,,
,
.
.
.
Bindas HARPIC Use krne ka..;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 Sardars lookin at an Egyptian mummy.
Sardar1:Look so many bandages,
pakka truck accident case hai.
Sardar2: Aaho,
truck number bhi likha hay, BC-1760
by Pak101.com (few years ago!)
Zarori Ilan!
1st Dec, se bijli bilkul khatam ho jay gi,
1st Dec se tamam log apnay apnay UPS
wapda k kissi bhi office se recharge karwa saktay hain.
Shukria.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:Tum shadi k baad apnay liye alag ghar to nahi maango gi?
Girl:Aray nahi!! tum apni amma ko alag ghar dila dena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Shalimar Expres Kitne Baje Ayegi?
TT: 9 Bajy
Pathan: Local train
TT: 1 Bajy
Pathan: Mal Gari?
TT: 12 Bajy
TT: Jana Kahan He?
Pathan: Patri Cross Karni He.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par MazmoonLikh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang parKaat krar bhag gaya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathaan fish le k aya
1 Pathaan fish le k aya. Bili use kha gai. Us ko gusa aya, us ne doodh wala patila utha kr us k agay rakh diya or bola
“Isko bhee p ja. tum ko phulberi niklay”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa ne chalenge kiya.....
"Ke wo kutubminar ko sar pe rakh k mumbai le jayega"
Saare news wale waha pahuch gye....
Tab bola "Bas koi utha k sar pe rakh de"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Sardar Se:
Dahi Ki English Btao?
Sardar Sochne K Bad:
,
,
,
,
Milk Sleeping In The Night
And Swairey Swairey Tight.!
by Mohammad Ali (few years ago!)