Aik wo bi zamana tha
Dada;aik zamana tha jb mein sirf 10 rupee me ghee,dhoodh, dalein, sub kuch le ata tha.
Pota;ab ye bagairti nai chalti jagah jagah camere lag gae hain
by Sabir shah (few years ago!) / 939 views
Similar Jokes
Wife Raat Ko Bed Pe Sokar Boli:" Aaj kuch Aisa Karo K Mere Paseeney Chhut Jaaye...
.
.
.
.
.
.
Banta Utha Aur
Fan Band Karke So Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: DELHI May Kutubminaar Hai.. A Student Was Sleeping..
Teacher Wakes Him Up & Asks: "Wht Did I Say"? Student: "Delhi Mey Kutta Bimar Hai" :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Do pagal aik train mein safar kar rahay the pehlay pagal nay doosray pagal say poocha.
Pehla pagal: kia aap lahor jayeingay
Doosra pagal nahi mein Lahore jaonga.
Pehla pagal acha mein samjha aap Lahore jayein gay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baar Santa kahain jaa raha ki ek diwar par padha
"Padhne wala Gadha"
Santa ko bohat ghussa aya, usne mita kar likh diya!
"Likhne wala Gadha"
by Pak101.com (few years ago!)
aik admi porani se car par hotel aya or hotel ke molazim se bola , “bhai zara car ka khyal rakhna main zara chai pine jar raha hun” thori dair bad aa kar is ne molazim ko do rupy tip di,molazim ne kaha, “do rupy or dijye”.is admin ne herat se poucha ke, “woh kis liye,molazim ne kaha keh do rupy sarmindagi ke.kune ke jo bi yahan se guzrta tha is car ko dekh kar yehi samajta tha ke yeh car meri hay.
by Abdul Basit (few years ago!)
Papu:"Mujhe Dog Food lena hai..
.
.
SALES GIRL:"Kya apke pas Kutta
hai.. ??
. Papt:"Ha ghar pe hai..
.
SALES GIRL:"Sorry! Store policy
hai ke zarurat dekh kar item
sale karo..
. NEXT DAY papu:"Mujhe Cat Food
lena hai
.
SALES GIRL:"Sorry Sir pehle Billi
la ke dekhao..
. 3 din bad Papu bag le ke store
aya aur bola:"Bag me hath dal
ke sabot dekh lo..
.
SALES GIRL hath dal ke boli:"Koi
Garm, Geeli aur Mulayum cheez hai Kya hai..??
.
Papu:"Ye meri Potty hai, aur
mujhe aaj
"TOILET PAPER" lena hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Phone Baja,Husband: Fone Mery Liye Ho Tu Kehna,Main Ghar Pe Nhi Hon
Wife: Wo Ghar Pe Hain
Husband: Main ne mna kia Tha
Wife: Phone Aap ka Nhi Mera Tha;¤)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
"Aey Allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri Ammi ko ek Khubsurat Damaad de de.
.
.
.
Pata he kya hua
.
.
USKI choti behan ki shadi ho gai.
M0RAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.
by Pak101.com (few years ago!)
Khuda kare ke tum zindgi me bahut aage bado..
itne aage bado ke jisase bhi milo wo kahe...
.
.
.
“Chalo bhai aage bado..chutta nahi hai..“
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Summarise Gandhi Jayanti?
Funny Circuit: Mahatma Gandhi Was A Great Man,
but Maa Kasam I Dont Know Who Is Jayanti.
by Pak101.com (few years ago!)