Valentine Card
Girl to Shopkeeper: Koi esa "Valentine Card" hai, jis par lekha hon "mai sirf aur sirf tum se pyar karti hon" ?
.
Shopkeeper: Haan hai
.
Girl: Acha 7 cards dena
by Pak101.com (few years ago!) / 758 views
Similar Jokes
Pathan ne apni Bhabhi ka Murder kar diya:
Police: Murder kyon kya?
Pathan: Mere dost k paas call aai woh hans hans k baaten kar raha tha.
Maine pucha kon hai? woh bola Tumhari Bhabhi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Doctor Sahib poray jism mai kahin bhi ungli lagawon
tu boht dard hota hai
.
Doctor did X-ray of his all body and found that he has FRACTURE in his FINGER
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Ek baar ek pagal bidi bina jali bidi pee raha tha
Dusra Pagal : Yaar bidi se koi dhuan nhi nikal raha
hai?
Pagal : Kar di na phir paglon wali baat, Yeh “CNG”
bidi hai...!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
WAKEEL:
My Lord, Kanoon Ki Kitaab K Safa Number
15 K Mutabik Mere Mowakkil Ko Ba-Izzat Bari Kiya Jaye,
JUDGE:
Kitaab Pesh Ki Jaye,
(Kitaab Pesh Ki Gayi)
Judge Ne Safa Numbr 15 Khola
To Us Mein 5000 K 4 Note Thay,
JUDGE:
Es Tarha K 2 Saboot Aur Pesh Ki Jayen.:)
by Pak101.com (few years ago!)
1 srdar ji 1 Sheikh ki barat mei gye
Waha bar bar pani pesh kia ja rha tha
Tang a kr sardar bola:
Galy wich pani phans gya a
Ik boti ty deo…! :-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Father: When I was a young man, girls knew how to blush.
Son: What did you say to them?
by Pak101.com (few years ago!)
Hero Ne Apne Duplicate Ka Majak Udate Hue Us Se Puchha
Hero: “Yaar Tu Bilkul Mere Jaisa Hai, Kya Teri Maa Hamari Kaam Wali Thi”
Duplicate Ne Badi Masumiyat Se Muskurate Hue Jawab Diya.
Duplicate: “Nahi Sir, Mera Baap Aapke Yaha Par Driver Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bilawal to Dad
DAD?
ap ki harkaton ne to khandaan ki izzat par daagh laga diya.
DAD.,..
hahahaha
BETA daagh to chala jayega ye waqt phir nahi ayega..
by Pak101.com (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)