Aishwariya and Mallika
Bhakt: Meri shadi Aishwarya se karwa do. Bhagwan: Aishwarya ki ek saari 1 lakh ki hai. Kharch utha paoge? Bhakt: Bhagwaan koi upay bataiye. Bhagwan: Mallika Sherawat
by Pak101.com (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
Customer To Banker:
Agar Mian Aaj Cheq Deposit Karwata Hu Tou Kab Tak Clear Ho Jaye Ga?
Banker: Sir 2, 3 Din Lagay Gay.
Customer: Dono Banks Amnay Samnay Hain Phir Itnay Din Kio?
Banker: Sir Procedure Tou Follow Karna Parta Ha..
Ab Jesay K Agar Aap Qabristan K Bahir Accident Main Mar Jatay Hain,
Tou Pehlay Aap Ko Ghar Lay Kar Jayen Gay,
Ghusal Daingay, Kafan Pehnayen Gay,
Janaza Parhain Gay.
Ya Wahi Martay Hi Gaar Tou Nahi Dengay?
Customer: Lanat Teri Misal Pay Manhoos :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
For all students
Suna tha zindagi imtihan leti hai,
.
.
... .
.
yahan to saale imtihano ne zindagi ki LE rakhi hai..!!:p
by Pak101.com (few years ago!)
In Next Generation child will sing:
Twinkle twinkle little Cigar,
I just went to Royal Bar,
Whiskey rates are up so high,
So drink beer with chicken fry.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Masjid Ke Bahar Chppal Rakhne Main Aur Miss Call Dene Main Kiya Common Hai ? Socho
Nahin Pata ?
Dono Main Dar Lagta Hai
Koi Utha Na Le.:-)
Hehehehehe.
by Pak101.com (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek indian ny pathan ko tang karnay k lie uss sy pocha:
"Pakistanion" aur kutton me kitna farq hau?
Pathan replied: sirf "border" ka.
by kashif rashid (few years ago!)
Dil soch raha tha pyar se ap ko kia kahun khud gharz
kanjos
bewakof
ya pher
pagal,
~
achanak zong walun ki awaz aai sub ke do
by Sabir shah (few years ago!)
Zara si Mobile men de jagah tu
Zara sa Inbox le saja..
Zara sa Sent items me ja tu...
Zara sa Balance ko le ghata. Me bhejun $m$ tujh ko meri Jaan bepanah..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Indian Kiraedaar Ne Makaan malik Se Kaha, Bhai Sahab Aapne Mujhe Makan Kirae Per Diya Usme Chuhe Kood Rahe Hain, makaan Malik Ne Kaha Itne Kam Kirae Main Kya Aap Ghodo Ki Race Dekenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: Kya shaadi k baad bi tum muje itna pyar karoge?
Funny Boyfriend: Kyon nahin? Mujhe to shadi-shuda girls bohot pasand hain.
by Pak101.com (few years ago!)