Three Brothers Kaise?
1 sardar puri life only 1 thing sochte sochte mar gaya Ki mere to 2 brothers hai phir meri sister ke 3 brothers kaise?
by Pak101.com (few years ago!) / 983 views
Similar Jokes
PATHAN: Aj meri Juma ki NAMAZ nikl gai
Friend: wo kase?
PATHAN: IMAM sahab bole Apny MObile of ker dain ,
Mera mobile Ghar tha jab ker ke aya to JIMAAT nikal gai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Aur Banta Aapas Mein Baatein Kar Rahe Hote Hai,
Banta: “Chal Apne Bachpan Ki Koi Baat Bata?”
Santa: “Yaar, Main Bachpan Mein Bahut Taqatwar Tha”
Banta: “Achha Wo Kaise???”
Santa: “Meri Mummy Kehti Hai Jab Main Rota Tha To Sara Ghar Sar (Head) Pe Uthha Leta Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan: Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Afghanistan mein posted saabiq amreeki general McChrystal dismiss honay ke baad apnay hajjaam se baal katwa raha tha, hajjaam baar baar kahta.."Taliban.....Afghanistan"
Teen chaar baar sunnay ke baad saabiq jeneral ne hajjaam ko toka:
"ye tum har thorhi dair baad kion kahtay ho "Taliban, Afghanistan"?
hajjam haath jorh ker bola:
"sir, aap ke baal jism se chipkay huway hein, jub mein Taliban or Afghanistan ka naam leta hunn to khof se aap ke baal kharhay ho jaatay hein or yunn mein aasani se baal kaat leta hunn."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa tapasya karta hai
Bhagwan: var mango vats
Santa: Ye kya kiya aapne, me to vadhu ke liye tapsya kar raha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse to Kid: Breathe deeply
in and slowly exhale, do it 3
times.
.
Kid: ok
.
Nurse: What do u feel
now....??
.
.
.
.
.
.
Kid: Ur BODY SPRAY is simply
superb babe
by Pak101.com (few years ago!)
Do yo know why There is Gaps between Fingers?
No? Bcoz!
Someone will come in your Life,
will Hold your hand & slowly say:
"Le Pakar! GOLD LEAF ka Sutta laga!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aap bohat motay hoty ja rahy ho.
Pathan: Tum bhi to kitni Moti ho gai ho.
Wife: Main Maa bannay wali hon.
Pathan: Main bhi BAAP banny wala hon.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Xtra Sheet Please
Qayamat k din farishton nay sub logon se kaha k
sub apne gunah 1 paper per likh do.
Sub ne likh liye to achanak aapki awaz aai XTRA
SHEET PLZ
by Tanveer Hussain (few years ago!)