Height of Shame
Naughty : Height of Shame. At bus stop a girl was
standing with her face covered. A man on bike stops
and says “Chalna hai kya?”
Girl replies : Papa mein hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 1427 views
Similar Jokes
Pati Patni Ki GOD mein leta hua tha.
Patni: Kaisa lag raha hai ji?
Pati: Aise jaise Bhagwan shesh naag ki GodPati mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Raat k 3 bjy Meera apne boyfriend se,
“Flying my sleeping, u r yourself sleeping?”
Boyfriend: Matlab?
Meera: Meri neendien ura k tm khud so rhe ho?
by haleema sadia (few years ago!)
Ek admi sardar se:yaar tu ne swimming kahan seekhi?
Sardar:paani mein
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Asked A Doctor :
Milk Pene Se Rung Gora Hota Hai
Doctor: Han Milk Me Calcium Hota Hai Isliye
Pathan : Chal Jhoote Phir Bhains Ka Bacha Kala Q Hota Hai ?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:bijli kahan se atti hei???
Student:mere mamu k ghar se!!!!!!!
Teacher:wo kase?!!!!!!!!!!!!
Stdnt:jab bijili jati ha tu papa kehty hen ''Salon ne phir bijli band kar di........'''''
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo
aurat: kesay?
Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho!
Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: 10 fruits k naam btao…
Teacher:
10 fruits k naam btao…
Sardar:
1 amrood,
.
.
.
1 Saib,
.
.
.
.
.
Tey 8 Maltey :-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife : Agar Main Mountain Everest Pe Chadhun Toh Aap Mujhe Kya Doge ?
Husband : Pagli, Isme Pucchne Wali Kya Baat Hai..
"DHAKKAA !"
by Pak101.com (few years ago!)
Circuit -Aye mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? Mamu -Nehin.
Circuit -To kha ke dekh le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)