Wife to Husband
Wife to Husband : Meri to koi aulad nahi hai isliye sochti hu ki apni saari jaydad kisi sadhu ko daan kar dungi
Yeh sunkar pati uthkar jane laga
Patni : Tum kaha ja rahe ho?
Pati : Sadhu ban-ne
by Pak101.com (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Ek Baat Hamexxha Yaaad Rakhnaah Ajkaal 2
Cheeze Seerf Kixmaat Waaloun Koh Miltee H-
1.Jangal M Ghumta Huwa White Haathi
&
2.Without Affair’x Walaa Jeevaan Saathi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik kanjoos k ghar ko aag lag gai wo ghar ko bacha nai saka
pata hai kiun?
;->
kiun k wo pori raat fire-brigade ko miss calen deta raha
by Sabir shah (few years ago!)
Santa sent SMS to all
frnds: OYE,My mobile num has
changed Previously it
was Nokia n72 Now its
Nokia e51.Send msgs
to my new mobile ok
by Pak101.com (few years ago!)
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha
.
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega,
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko
galiyan de raha hai aur appchup-
chap sun rahe hai.!!
.
TTE :- Main ye soch raha hun ki,
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai Woh kitni galiyan de raha hoga..:p
by Pak101.com (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Teacher: main ksi pr b 1 nazar dal k bta
skti hun k wo mere bare mai kya soch rha he
by inayat khan (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Single is not a status
It is a word that best describes a
person who is strong enough
to live and enjoy life without
depending on others !!
by @irha@ (few years ago!)
Beta: maa, aaj subhah jab mein papa ke sath bus mein aa raha tha to unhone ek aurat ke liye mujhse apni seat chodne ko kaha.
Maa: Beta, ye to achi baat hai bado ka samman karna chahiye
Beta: magar maa, mein to papa ki god mein baitha hua tha.
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kaash Facebook pe ek
option”Add
as Girl friend”
.
.
. .
.
Saala propose karne ka panga
hi
khatam, ladki ne accept ker li to
matlab maan gayi, nahi to fb pe konsi ladkiyon
ki kami hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)