Tabiyat nai Theek
santa: yaar tu to aaj doctor k paas jaraha tha, gaya q nahi?
.
banta:yaar woh me kal jaonga aaj meri tabiyet kharab hai..
by Kashif (few years ago!) / 1147 views
Similar Jokes
Doctor patient k peche bhag raha tha. ek admi ne pocha kya hua?
Doctor: 4 baar aisa he hua hai sala brain ka opreation
karwane aata hai aur baal katwa k chala ata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan K Mobile P Raat 2 Baje Phone Aya:
Aap So To Nahi Rahy Thy
Pathan Ghussey Me Bola:
Khabees Ka Bachcha..
Zarori Nahi K
Har Pathan Chowkidaar Ho
by sana (few years ago!)
Ek ladka ladki ko dekhne gaya
.
.
.
Ladke ne english me baat karne ki sochi Aur bola- English chalti hai na ?
.
.
.
Ladki sharmate hue-
.
.
.
.
SODA saath ho to DESI bhi chalti hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
maan tumhara bhai itni dair se ro rha hay tum ise chup kune nahi karate?
Bacha, “mujhe itni forsat kahan?”
maan, “to tum kya kar rehy ho?”
bacha main is se biscuit chin kar kaha raha hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
'1 admi ksi shkh ki shdi m gya
Shdi waly ghr k 2 darwaze thy,
Aik pe rishtedar....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey
To train men logon ne kaha
WELDONE
Pathan: khaak well done?
Jana to unhen tha hum to chorne aaey
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan K Paas 1 Mehman Aaya. Pathan Bola: ''O Yara Is Pankhe K Niche Betho Tumhe Sawaab Milega.
Mehman:wo Kese?
Pathan: Hm Ye Pankha Masjid Se Utaar K Laya Hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do :P ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Friend: He Bhagwan tu muje Dard de, Dukh de, Sari duniya ka Gum de…
Other Friend: Yar itni saari demand kyun karte ho, Sirf Biwi maanglo!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Laloo aur Rabri ik dusre se gussa the aur apas me baatcheet nahi kar rahe the.
Laloo ko subha kahi jana tha. Voh Rabri ke bed ke pas ik note rakh deta hai: "Humko kal subhe paanch baje utha dena."
Agle din Laloo ki neend subhe 8 baje khulti hai. Uske talbe par note likha hota hai: Dear Husband Paanch baje gaye hai, uth jao!
by Pak101.com (few years ago!)