Become My Son-In-Law? -
Lady: So You Want To Become My Son-In-Law?
Santa: Not Really,
But I Don't See Any Other Way 2 Marry Ur Daughter. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Kubsoorat Si Aankhen,
Masoom Sa Chehra,
Mithi Si Aawaz,
Piyara Sa Ikhlaaq,
Khush Mizaj Andaz,
Ye To Hui
Meri Baat,,
Aur
Sunao
Kese Ho Aap..;-p
by lescol (few years ago!)
kid: dad agr apko pata chalay k mai 1st aya hoon tou apko kaisa lagay ga???
dad: mai khushi say pagal ho jaoun
.
.
.
kid : bas isi waja say mai fail ho gya :
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Petrol Pump Gya
Likha Tha:
Don’t Use Mobile Here
Sardar Ne Mobile Nikala
Aur Apnay Her Dost Ko
Phone Karke Kaha:
Call Mat Karna
Mein Petrol Pump Pe Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Lagta hai mujhe pyar hu gia hai
.
.
.
.
.
Apne ap se
bhai Allah pak ne kia pyara banaya hai
by Sabir shah (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Zindagi me agr bahut pareshan ho to lambi rasi lo aur darhkht pe bandh k
jhola jholo.
Enjoy karo pagal zindagi keemati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Golu Found His Wife Having Affair.
Golu Decided 2 Kill Her And Himself.
golu Ne Apne Kaan Pe Gun Lagayi Or Wife Ko Bola,
“Khush Mat Ho.
Agla Number Tera Hai!!:-)
by Pak101.com (few years ago!)
1st beggar: arey, tum kyu us cinema poster ko aise gur rahe ho?
2nd beggar: main hee is cinema ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dukaan mein daaku Loot-maar ker raha tha
Daaku ne aik aadmi se poochha ke tum ne mujhe Loot-maar kerte dekha?
Aadmi: Haan
Daaku: Dhuzzzz
Maar diya..
Daaku doosre aadmi se:
Tum ne dekha?
Doosra aadmi: Nahi
Mene nahi dekha Lekin
MERI BIWI NE DEKHA HAI..
by Pak101.com (few years ago!)
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho? Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Mohammad Ali (few years ago!)