kid: dad agr apko pata chalay
kid: dad agr apko pata chalay k mai 1st aya hoon tou apko kaisa lagay ga???
dad: mai khushi say pagal ho jaoun
.
.
.
kid : bas isi waja say mai fail ho gya :
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
SANTA: Rasgulle hain?
DUKANDAAR: Nahi
SANTA: Dekh lunga
DUKANDAAR (Gusse me): Kya dekh loge?
SANTA: Dusri dukaan me jakar dekh loonga!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy- Bus,train or ladki ek jesi hoti hai,ek jati hai to dusri aa jati hai
Girl- Taxi, Autoriksha or ladke ek jaise hote hai, ek bulao 4 chale
Aate hai..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Carpainter Se :
Bohat Mazbot Bed Banana Q Ke
Mere Betey Ko Bahoo Pe Charna Hai
Carpainter :
Aisa Mazbot Bed Banaoon Ga Ke Pora Mohala Bhi Charh Jaye To Bhi Nahi Tote Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya. Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Ne Health Ki Knowledge Dene Ke Liye Class Mein Bacho Se Puchha
Teacher: “Ande Ka Faida Batao?”
Santa: “Sir Bahut Faida Hai”
Teacher: “Kaise?”
Santa: “Agar Ye Imtahan Mein Mil Jaye To, Agle Saal Ki Books Ka Kharcha Bach Jata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar bought a new mobile.
He called everyone from his Phone
Book & said "My Mobile No. has
changed.
Earlier it was Nokia 3310 Now it is 6610"
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : had ur lunch.?
Husband : had ur lunch.?
Wife : i m asking you
Husband : i m asking you
Wife : u copying me.?
Husband : u copying me?
Wife : lets go shopping
Husband :Yes i had my lunch
by pinkey (few years ago!)
Sardar: He bhagwan tu mujhe 100 rupe dega to usme se 50 tujh par chadhaunga.
Kuch der baad use 50 rupe milte hai wo kehta hai:
Kya bhagwan mujh pe itna bhi bharosa nahi k pehele hi kaant liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Pak101.com (few years ago!)