Sardar bought a new mobile
Sardar bought a new mobile.
He called everyone from his Phone
Book & said "My Mobile No. has
changed.
Earlier it was Nokia 3310 Now it is 6610"
by Pak101.com (few years ago!) / 890 views
Similar Jokes
Agar Trains Ke Naam Indian Actress Ke Naam Pe Hote To Khabrein Aisi Hoti:
Aaj Bipasha Overload Ho Kar Gayi Hai.
Deepika Ke Neeche Aake Ek Aadmi Mar Gaya.
Accident Mein Mallika Ki Pichli Bogey Tabaah Ho Gayi Hai.
Tej Raftaar Ki Wajah Se Kangana Patri Se Utar Gayi Hai.
Rakhi Pe Chadhne Walo Ki Tadaad Mein Ijaafa.
Rani Chalte-Chalte Bandh Ho Gayi.
Vidya Ki Body Change Karne Ka Faisla.
Katrina Par Gair Kanooni Dhang Se Chadhe Hue 7 Aadmi Giraftaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Memon Doctor K Pass Gaya Or Bola
K Ghar Ja Kar Mareez Check Karnay K Kitnay
Paisay Lo Gay?
Doctor:
Rs.300
Memon:
Chalain Doctor!
Doctor Ghar Pohanchay To Doctor Ne Pocha
K Mareez Kahan Hai?
Memon:
Mareez Koi Nahi Hai,
Sala Taxi Wala
500 Maang Raha Tha!
Or Aap 300 Main Lay Aaye…!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: batao pepsi faida deti hai ya nuqsan
Student: koi pila dai to faida
Pilani pary to nuqsaan :P
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer: 1 Rupia dede Baba
Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat
nojawan ho k bheek mangtay ho
fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
DUKANDAAR: iss bori pay mat baithna, phat jaye
gi!
Gahak: kyun, iss main Ghubaray hain?
Dukandaar: nahi… "KEEL" hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai
bhi security guard k sath bethi thi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Mohammad Ali (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Qayamat k din zamin phat jayegi,
Aasmaan tukray tukray ho jayega,
Har cheez fana ho jayegi.
Pathan Student: To kya us din school ki chutti hogi?
by Abdul Hannan (few years ago!)