Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Pak101.com (few years ago!) / 1077 views
Similar Jokes
Woh kya cheez hai jo haathi
jitni badi hai magar uska
wazan kuch nahi hota.? .
.
.
... ... ... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
nhi pata ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ans: Haathi ka saya............. :p lolz
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL 2 DOCTOR;
GIRL: Dr sahab mer lips per infection hogya hy?
Dr;ap mobile pe kitne dair bat krti hen?
Girl; mobile kharab hy, islye 1 weak se koe bt nhi ki,
Dr;phr lips pe infection nhe balky lips pe zang lag gaya hy, %arsi%
by Pak101.com (few years ago!)
Air hostes to pathan in plane khan sahb ap kia lainge
pathan.
Me neeche uter kar rakshaw loonga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Baar Ek Couple Park Mein Beithe Hote Hai.
Police Wala: “Park Mein Aise Beithe Ho, Bacho Pe Kya Asar Padega?”
Aadmi: “Hum Dono Married Hai”
Police Wala: “Toh Ghar Mein Ja Ker Betho Na”
Aadmi: “Tab Isske Pati Pe Kya Asar Padega“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Agar Coconut tree par char kar deewar ke us paar dekho to Engineering College ki larkiyan dikh jayen gi?
Pathan: Haan yaara! Aur agar tu haath chor de to Medical College ki larkiyan bhi dikh jayen gi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police walay ne 1 student
ko pakr lia.
Student: Sir main student
hoon plz muje Chor dein
PoLice: Tum bina licence
k motorcyle chlate ho?
Student: Nai
Police: Larkiyon ko cherty
ho?
Student: Nai
Police: Cafe jaty ho?
Student: Nai
Police.
Oay fer tu
kerhi gal da student en.
PAO SALAY NU LAMYA…!!!
by A. Sami (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bacha Dukandar Se:
Uncle Aapke Paas Safeguard Sabun Hai?
Dukandar: G Han.
Bacha: Phir Us Se Hath Dho Kar Ek Qulfi Dena. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu-What is my Exam register no.?
Teacher: lts 07MKM4382.
Pappu-I paid Rs.2000 for Exam, Plz give me a
FANCY NUMBER.
Teacher:?@!%*!!
by Pak101.com (few years ago!)