Yaar Kahi To Beth Ke
Ek Baar Ek Couple Park Mein Beithe Hote Hai.
Police Wala: “Park Mein Aise Beithe Ho, Bacho Pe Kya Asar Padega?”
Aadmi: “Hum Dono Married Hai”
Police Wala: “Toh Ghar Mein Ja Ker Betho Na”
Aadmi: “Tab Isske Pati Pe Kya Asar Padega“
by Pak101.com (few years ago!) / 1018 views
Similar Jokes
Kid 1: Mere papa itne tall hain, ke jump maar ke helicopter pakad lete hain.
Kid 2: Mere papa bhi tall hain, lekin wo aisi chutiyaghiri nahi karte
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:maan khush khabri hai.
Maan:bol beta kia khush khabri hai?
Sardar:maan hum 2 se 3 ho gae.
Maan:beta huwa ya beti
sardar:nai , meri bivi ne dusri shadi kar li hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Kabhi kabhi mere man mein
khayal aata hai,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tu phone to kisi ko karti nahin,
To tera balance kahan chala jata
hai...
by pinkey (few years ago!)
Teacher: batao kay maths ka
kya matlab hai:
student: sir maths meanz
.
M: Mental
A: Attack
T: To
H: Handsome
S: students’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Exam ka examiner bahut strict tha aur paper hard tha
cheating nahi karne de raha tha..
1st bencher ne chit likh kar examiner ko di..
Examiner chup chap ja ke apni chair pe beth gaya..
2nd bencher pehle se :- yaar tune kya likha... ??
1st bencher ne kaha:-“SIR , Peeche se aapki pant phati hui hai.. :D :O :p*
by Pak101.com (few years ago!)
Welcome to “Sach ka samna”
.
.
Jawab sirf haan ya na me dena hai
Toh lo aapke liye pehla sawal
Kya aapne mandiro se chappal churana chor diya
hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kya Ap Macharon Se Pareshan Hain! Sone Mein Takleef Hoti Hy??
.
.
.
To Macharo K Sone K Baad Sojaen! Zubaida Aapa K Nadan Totkay :)
by nadeem (few years ago!)
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair
( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or
bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
My Wife: Ahmed ki Dulhan kitne khubsoorat hai na?
Me: Yes buhut khobsoorat hai.
Wife: Sharam karain.
Me: -.- :(
by @irha@ (few years ago!)
Jail me pathan se kisi ne pocha tum se aisi kia galti howi k tum jail me ho?
Pathan:yara hum ne bank lota aur paise jama karane wahen ruk gia.
by Sabir shah (few years ago!)