Zubaida aapaaaaaaaaa
Kya Ap Macharon Se Pareshan Hain! Sone Mein Takleef Hoti Hy??
.
.
.
To Macharo K Sone K Baad Sojaen! Zubaida Aapa K Nadan Totkay :)
by nadeem (few years ago!) / 966 views
Similar Jokes
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Reporter:
Ap ne Credit Card chori wale case se kya sabak hasil kya?
.
.
.
.
Shumila Rana:
Shoping waha ke jae jaha Security Camera na lga ho
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
yar mai soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon,
dost :tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabrstan bhot chota ha...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - "Mujhe us Ladki se bachao."
Banta - "Kya hua?"
Santa - "Jab se Maine kaha 'Dil Cheer ke Dekh
tera hi Naam hai' Saali Chaku le ke Piche hi pad
gayi hai."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni: agar main mar jaaungi, to aap royenge kya?
Pati: ab kya has rahaa hoo kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh martey WAQT:
Begum Tum Kahan Ho?
BEGUM: aap k Pass
sheikh:Aur mere BACHEY?
Wo Bhi Ap K Pas hyn
To Phr Sath Wale kamrey ka Pankha Q chal rha hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ramesh: Meri Biwi Kahti H Ki Usne Mere Jaisa Koi Dusra Aadmi Nhi
Dekha?
Raman: Kya Wo Kabhi Chidiyaghar Nahi Gayi Kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Gareeb Aashiq Ki Apni Premika Pe Likhi Gayi Ek Shayari
Main Aur Meri Tanhayi Aksar Ye Baatein Karte Hai,
Tum Hoti To Aisa Hota Tum Hoti To Vaisa Hota,
Aur Agar,
Tum Na Hoti To Mere Pass Paisa Hota.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Apna Mobile Qabristan Men Dfna Rha Tha.
Man: Ye Kya Kr Rhe Ho?
Pathan: Yaara Dukan Wale Ne Kha He K Mobile DEAD Ho Gya Hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Baar Santa Dharu Peekar Sadak Pe Ja Raha Hota Aur Achanak Se
Ek Sadhu Se Takra Jata Hai
Sadhu Gusse Se: “Array Murkh,
Main Tujhe Shraap Deta Hoon”
Santa: “Ruko-Ruko Baba, Main Glass Le Kar Aata Hoon, Fir Dena“
by Pak101.com (few years ago!)