Kubsoorat Si Aankhen

Kubsoorat Si Aankhen,
Masoom Sa Chehra,
Mithi Si Aawaz,
Piyara Sa Ikhlaaq,
Khush Mizaj Andaz,

Ye To Hui
Meri Baat,,

Aur
Sunao
Kese Ho Aap..;-p

by lescol (few years ago!) / 1262 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Bv: dekho wo admi kitna khush

Railway Station pe shohar Bv ko leny gaya

Bv: dekho wo admi kitna khush dikhai de raha hai or tum ?

Shohar:Wo apni Bv ko chorny aaya hai leny nahi.

by Pak101.com (few years ago!)
Chinki Se College

Chinki Se College Mein Ek Ladke Ne Pucha.

Boy: “Tumhari Age Kya Hai?”

Chinki: “20 Years”

Boy: “Juthi, Tumne To 5 Saal Pahle Bhi Yahi Batayi Thhi”

Chinki: “Dekha, Ladkiya Juban Ki Kitni Pakki Hoti Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan

1 Pathan Apna Mobile Qabristan Men Dfna Rha Tha.
Man: Ye Kya Kr Rhe Ho?
Pathan: Yaara Dukan Wale Ne Kha He K Mobile DEAD Ho Gya Hai

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
400 km

Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai.
mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shayri

Girl: muzpe shayari karo na..
shayar: ye resham si julphe karti hai andhera..
ye resham si julphe karti hai andhera..
Ho ja takli aur kar de savera

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mashwara life ka

Shair arz kia hai

pewasta e shajar se umeed e bahar rakh

bachay 2 hi achay ,bivian beshak 4 rakh

by Sabir shah (few years ago!)
Chand raat ko nikalta hota

Paki Boy to Paki Girl: Chand raat ko nikalta hota
hai, aaj din mein kaise nikla ?
PAKI GIRL: Ullu raat ko bolta hai, aaj din mein
kaise bol raha hai?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Phool wala

Phool wala: Sahab yeh phool (flower) apni gf ke liye le jaen

Admi: Meri koi gf nhi hai

Phool wala: Phir apni mengater k liye le jaen

Admi: Meri koi mangater nhi
Phool wala: Phir apni bv kai liya
Admi: Mearafri koi bv bhi nhi hai

Phool wala: Dunya ke aye khush naseeb admi meri taraf sey ye phool tere liye

by Pak101.com (few years ago!)
joke

Police:Humein Ap k ghar ki talashi leni hy,pta chala hy k apke ghr main khatarnak Bomb hy.
.
.
.
Sardar:Khabar to pakki hy
magar aj woh Maikey gai hui hy

by Sohaib Tariq (few years ago!)
Ustaad Pathan Se

Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob.

by Mazhar Khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Baap ne Bete ki Talashi Li

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook