Neend aati hai to
Neend aati hai to Khuab aata hai,
Khuabon main Ek Larki aati hai,
Larki k peechy uska Baap aata hai,
Phir Na Neend aati hai, Na Khuab aata hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 959 views
Similar Jokes
Teacher: When you yawn, you're supposed to put your hand to your mouth!
Pupil: What, and get bitten?
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hun
by Mohammad Ali (few years ago!)
Obama pakistan Aya To Ak Deewar par Likha tha
Obama kanjar:DDD
Obama Nay Ak Pakistani Say Pocha kanjar Ka Matlab Kya Hota ha
Pakistani Ne kaha is ka matlab hai.
WATAN SE PIYAR KARNAY WALA:P
Phir Obama (India) Gaya Aur Taqreer main kahan Mujhe pata ha
Aap sub kanjar hain:D
Main khud bohat bara kanjar hoon:-PPPP
Lakin Main ne GANDI say bara kanjar Aaj Tak nahi dakha:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek kanjoos ney kisi majboori key tehet kisi dost ki dawat ki or usey khat likha key aap zehmat ker key aaj raat ka khana hamarey sath khayein or jo rookhi sookhi hazir hey, qabool farmayein.
Mehmaan samjha key mezbaan inkesaar sey kaam ley raha hey laikin jab wahan pohancha to waqai dastarkhwaan per rookhi sookhi roti or baasi daal pari thee.
Marta kia na kerta, mehmaan khaney beth gaya. Itney mein bahar ek faqeer ney awaz lagai. Kanjoos ney usey daant diya. Us ney phir awaz di to kanjoos ney kaha, “bhaag jao warna tumhara sar tor doon ga”
Mehmaan ney jaldi sey kaha, “Faqeer bhai, chaley jao, aadmi apni baat ka pakka hey, sach much tumhara sar tor dey ga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Q:- what do u get when u cross a librarian and a lawyer? A:- "All the information you want, except you can't understand it."
by khalid hussain (few years ago!)
Captain of Military: Naujawanon aage bado
Santa aage nahin bada
Captain: Tum aage kyun nahin bade?
Santa: Apne kaha 9 jawanon aage bado, mein 10ve number pe tha
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat Aadhi Raat Ko Qabar Pr Baithi Thi
Musafir Ne Pocha: Darr Nhi Lgta?
Aurat: Lo Is Me Da
e Ki Kya Baat Hy
Andar Garmi Thi Is Liye Bahir Bethi Hon =P =D
by Hader Maher (few years ago!)
A boy searching these words on google "Free dinner at 5 star hotel"
Google, Search reply
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shaikh
.
.
.
.
.
insan ka bach baan ;)
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
...
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Sending Msg to all Frnd
"My Mob No is change"
Pehale Nokia6610 tha
Now I Have N73
So Plz Call n sms me on My New Nos thanks
by Pak101.com (few years ago!)