Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
Ek Baar Gaanv Mein Bade Budhon Ko Padhane Ki
Government Ne Scheme Chalai.
Ek Class Mein Teacher Padhane Laga Aur Bola: “A For Apple, B For Ball, C For Cat”
Lekin Wo Bechare Samajh Nahi Pa Rahe The To Teacher Ne Dehati Tarike Se Padhana Theek Samjha Aur Padhana Shuru Kiya.
Teacher Bola: “A For Arshad Ki Maan, B For Begum Ki Maan, M For Mahmood Ki Maan, N For Nasruddin Ki Maan, Z For Zahid Ki Maan”
Aise Hi Padha Kar Ek Din Test Lene Ki Sochi, Teacher Ne Board Par W Likhkar Ek Ko Khada Karke Puchha.
Teacher: “Batao Ye Kya Hai?”
Ek Utha Aur Bola: “Ji Ye Lag To Mahmood Ki Maan Rahi Hai Lekin Iski To Koi Taangon Ko Ulta Kar Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Party Main Larki K Chest Say Urr Kr Aya Aur Budday K Juice Main Gira.
Budday Ny Machar Ko Bahr Nikal Kr Kaha:
Kanjra Mazy Udher Tay Ghusal Idher :@
Nikal Begharta.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher 2 GOLU : Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
GOLU:
HANDS FREE !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Afghanistan mein posted saabiq amreeki general McChrystal dismiss honay ke baad apnay hajjaam se baal katwa raha tha, hajjaam baar baar kahta.."Taliban.....Afghanistan"
Teen chaar baar sunnay ke baad saabiq jeneral ne hajjaam ko toka:
"ye tum har thorhi dair baad kion kahtay ho "Taliban, Afghanistan"?
hajjam haath jorh ker bola:
"sir, aap ke baal jism se chipkay huway hein, jub mein Taliban or Afghanistan ka naam leta hunn to khof se aap ke baal kharhay ho jaatay hein or yunn mein aasani se baal kaat leta hunn."
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka apni dilruba se poochta hai, "Kya pyaar karna paap hai?"
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai, "Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kali African ladki ko God ne Pankh de diye to wo kushi se boli-Wow! God kya aab main Pari ban gayi hun? God-Nahi re Pagali tu aab Chamgadar ban gayi ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Apne Pati Ki Parayi Aurton Pe Nazar Rakhne Se Tang Thi, Ek Din Aakhir Bol Hi Padi.
Patni: “Maine Gadhon Par Research Ki Hai, Wo Apni Gadhi Ke Siwa Kisi Aur Gadhi Ko Dekhta Tak Nahi”
Pati Ne Muskurate Hue Bada Pyaara Sa Jawab Diya: “Pagli, Isliye To Use Gadha Kehte Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Salesman: Sir,Ap Cockroch K Liye Powder Loge Kya?
Sardar : Cokroach Ko Itna Laad Pyar Nai Karte Aaj Powder Denge To Kal Sala Lipstick Mangega
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: I had to marry you to find out how stupid you are.
Husband: You should have known it the minute I asked you to marry me
by tanveer hussain (few years ago!)