Waqt Zaya Na Karo
Waqt Zaya Na Karo.
Ek Ek Minute Qeemti Hai.
Waqt Ki Qadar Us Shakhs Se Pucho Jo.
Bathroom Ki Line Main Khara Ho Aur Andar Wala Bolay:
"Bus Ek Minute Aur" :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1033 views
Similar Jokes
Pathan Asked A Doctor :
Milk Pene Se Rung Gora Hota Hai
Doctor:
Han Milk Me Calcium Hota Hai
Isliye
Pathan :
Chal Jhoote Phir Bhains Ka
Bacha Kala Q Hota Hai ?
by Pak101.com (few years ago!)
Afghanistan mein posted saabiq amreeki general McChrystal dismiss honay ke baad apnay hajjaam se baal katwa raha tha, hajjaam baar baar kahta.."Taliban.....Afghanistan"
Teen chaar baar sunnay ke baad saabiq jeneral ne hajjaam ko toka:
"ye tum har thorhi dair baad kion kahtay ho "Taliban, Afghanistan"?
hajjam haath jorh ker bola:
"sir, aap ke baal jism se chipkay huway hein, jub mein Taliban or Afghanistan ka naam leta hunn to khof se aap ke baal kharhay ho jaatay hein or yunn mein aasani se baal kaat leta hunn."
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher 2 GOLU : Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
GOLU:
... .
.
.
HANDS FREE !!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Lecture ke darmiyan 1 Larka Uth kar chala gia
Teacher: Yai kion uth kar chala gia?
.
Students: Sir es ko neend mai chalny ke aadat hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
pati patni ki zabardast ladai ke bad patni bhagwan se boli
"agar ye galat he to inhe uthalo aur agar me galat hu to mujhe vidhwa bana do".
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Math Main Kyon Fail ho Gaye?
Son: Teacher kehti hain k 3+5=8
Aglay Din Kehti Hain k 4+4=8
Phir Kehti Hain k 6+2=8
Unko Khud he Confirm Nahi to Mujhe kya paas Karengi
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Darling today is our anniversary, what should we do? Husband: Let us stand in silence for 2 minutes.
by khalid hussain (few years ago!)
ik pathan apne kandhe pe tota bitha kr ja raha
tha,
rastey me 1 admi ne rok k pucha
bhae ye konsa janwar hai
tota bola: pathan hai saala
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Naman: Yaar Chaman tune us aadmi ko itna bura kyu peeta?
Chaman: Usne mujhe poocha ke “Khaana khaaya kya”?
Naman: Arey, bhala kya galat poocha, bekar hee maar diya tune
Chaman: Main uss time toilet se potty karke aa raha tha…..
by Pak101.com (few years ago!)