saradr & wanted poster
Once a sardar was looking at a WANTED poster & was
wondering -
Saala wanted tha to photo kheenchne ke baad use jaane
kyon diya ?
by Abdul Hannan (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
by Abdul Basit (few years ago!)
CHILD:DAD DID YOU EVER VISITED EGYPT DAD:NO
CHILD:THEN FROM WHERE DID YOU BRING "MUUUMMMI"
by Pak101.com (few years ago!)
Raju- papa main kal
School nahi jaunga..
.
Papa- kyun?
.
Raju- aaj school mein
Hamara wazan kiya gaya..
.
Papa- to??
.
Raju- aaj wazan kiya hai..
Kal bech diya to
by Asim Raza (few years ago!)
Sir : Apka Beta Cigarette Pita Hai
Aap Kabhi Use Puchhte Nahi ?
Sardar :Haan Puchhta Hu
Par Mujhe Kabhi Deta Hi Nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Keh Kar Mere Dushman Bhi Mujhe Mere Haal Pe Chhod Gaye Ki Aye Fursat,
Teri Girlfriend Hi Kafi Hai, Tujhe Satane Ke Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
2 Pathan chhat pe so rhe the.
Ek dosre se bola: yar maachis kahaan hai?
2nd: Teeli jala k daikh lo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Ye bata aurten aadmi ke mukable jayada
kyun hoti hain?
banta: are yaar, unki biwiyan jo nahi hoti.
Santa kangaal ho gaya toh apni biwi se kaha-
bachhon ko apni nani ke yaha chod aao aur tum apni
maa ke pas chali jao aur mein aisa karta hu apne
sasural rahne chala jata hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa To Doctor: When I Sleep
Monkeys Play Footbal In Dreams
Doctor:No Problem
Just Take This Medicine B4 Sleep
Santa: Kal Se Lunga Aaj Raat Final Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boyfriend to Girlfriend: Darling main tumse shaadi nahi kar sakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend: Tumhare ghar mein kaun kaun hai?
Boyfriend: Ek biwi aur 3 bacche…
by Pak101.com (few years ago!)