Pathan & mohala
Pathan-Mere Mohale wale bohat
Kanjoos hy
sardar: kyon?
Pathan-Sb ne 14 August manaey
Pr
Ksi ek ne b hamare ghar
Qurbani ka gosht nhi bheja
by Abdul Hannan (few years ago!) / 977 views
Similar Jokes
Father to Son: Beta sharab kabhi mat peena,
Warna woh jo 2 aadmi ja rahe hain,
Woh tumhe 4 nazar aayen ge..
Son : Lekin papa woh to 1 aadmi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Kanjoos Aadmi ek hotel mai enter hua..
Waiter: janab kia chahiye.?
Kanjoos: Mai Subah yahan naashta kar ke gaya tha,
kuch bach gaya tha, Wohi le aao
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : barabar wali harr month baad apne husbnd ke sath 10 ,
10 din ke liye ghoomne jaati hai. Aap kbhi le ke gye ??
.
.
.
.
.
.
.
.
Husbnd : Qasam se , mene to 3 , 4 baar bola magar maani hi nhe
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan k ghar beta hua ! Pathan ne usy goud mein lia . . . ! . . Usne sussu kr dia.
Pathan Nurse se bola: Baji dosra de do ye leek hai:
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar
so raha tha:
Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko
Torch le kar dondh raha hai.
by Abdul Basit (few years ago!)
>> Ammi ne kaha Sms Chor do
=Abba ne kaha Night pkge karana chor do
=Dostun ne kaha Mobile se belns Churana chor do
=PaAro ne kaha Ganney ka Rus Peena chhor do..
=Andhay ne kaha mujhe SARAK k us paar chor do
*OR
=Ek Din aayega , Jab GIRL FRIEND ke Bachay bolengey:
=MAMU Zara School chhor Do..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan ki 10 Betiyan thin:
Phir jaa kar usko Ek Beta Hua...
Pathan ne uska Naam kya rakh hoga???
Zaroorat Khan.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baba Saxidas Se Unke Ek Bhakt Ne Puchha
Bhakt: “Baba Ji, Aadmi Shaadi Kyun Karta Hain?”
Baba Ne Muskurate Hue Bada Pyara Sa Jawab Diya
Baba Ji: “Taki Wo Marne Ke Baad Agar Swarg Jaye To Achha Feel Kare, Aur Agar Nark Jaye To Ghar Jaisa Feel Kare“
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza ! !
by Mazhar Khan (few years ago!)
Taxi mai bethe huye Passenger ne driver se kaha: Mujhe Taxi mai bethne par Eik he bat ki fikar hoti hai woh hain Brakes..
Driver: Apko ghabrane ki zroorat nahi, is mai brakes hain hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)