Paper Banany Waly Pe Lanat

1 Student Exam Hall Main Betha Copy Pe Apna Panja Bana Raha Tha.

Duty Pe Mojood Teacher Ne Kaha: Paper Main Hand Ki Diagram Ka To Koi Question Nahi Hai.

Student: Main Paper Bananay Waly Pe.
Lanat Bhej Raha Hon. :-)

by Pak101.com (few years ago!) / 1176 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Teacher: Bholu Kal absent kyo they

Teacher: Bholu Kal absent kyo they…
Bholu: Teacher Kal Gir gaya tha or lag gayi thi
Teacher: Kanah gire they or kahan lagi
Bholu: Bed Pe gira or Annkh Lag gayi….

by Pak101.com (few years ago!)
Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta

Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta Hai Ki Insaan Pahle Bandar Tha! Dekho Ghussa mat Hona Warana Aisa Lagta Hai Ki Insaan Aaj Bhi Bandar hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sir aap apni patni ko party me kyun nhi le jate?

Santa-Sir aap apni patni ko party me kyun nhi le jate?

Boss-Bcoz vo gaon ki hai.

Santa-sorry,sir mujhe laga k vo sirf aapki hai..

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hairan kun bat

1sj sardar:yar murghi ka bacha ande se kaise nikalta hai?

2nd sardar:niklna chorh yaar, mujhe to ye samjh nai ata k wo andar kaise chala jata hai.

by Sabir shah (few years ago!)
TV serials dekhne ke

Customer: yeh kya offer hai? TV liya to 10 kerchief free!!!

Salesman: TV serials dekhne ke baad aapki aansoo ponchne ke liye

by Pak101.com (few years ago!)
Aik Black African

Aik Black African Lrki Ko jadugar Ne
Jadu Se Par Lga diay.
Lrki : Wow, Ab kia Me PARi bn gai?
Jadugar :NI Pagli..
.
.
.
Tu "CHAM'GADAR' bn gai hai.

by Pak101.com (few years ago!)
logical answer

A logical Answer

Teacher:
Tumhare Abu kitne saal k hn?

Bacha:Jitne saal ka mein hon

teacher”Wo kese?

Banta:Jis din me peda hua usi din tou woh abu bny

by Asim Raza (few years ago!)
Pathan

Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha: . Jes
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.

Aur Bola:

.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Salman khan disurbed

Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi
badnaam ho gayi hai…!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
operation se phely doctor

operation se phely doctor ny phloon k haar mangwaey....

mariz: ye kis k liye.

doc: mera 1st operation he agar kamiyab hua to mery liye warna tumhary liye:P

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook